Husn-e-jaanan Nazar Nahin Aata, Urdu Ghazal By Masood Maikash Muradabadi

Husn-e-jaanan Nazar Nahin Aata is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Masood Maikash Muradabadi. Husn-e-jaanan Nazar Nahin Aata comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Husn-e-jaanan Nazar Nahin Aata on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حسن جاناں نظر نہیں آتا

مسعود میکش مراد آبادی

حسن جاناں نظر نہیں آتا

آہ میں کچھ اثر نہیں آتا

شعلۂ غم نظر نہیں آتا

اب کوئی بھی ادھر نہیں آتا

دل شب غم سے ہو گیا مانوس

اب خیال سحر نہیں آتا

عشق احسان سے عبارت ہے

عشق ناداں نظر نہیں آتا

ہوش مندوں کی اس خدائی میں

کوئی دیوانہ گر نہیں آتا

کب سے ہیں فرش راہ دیدہ و دل

آنے والا مگر نہیں آتا

جب سے تم نے نگاہ پھیری ہے

کوئی اپنا نظر نہیں آتا

جب سے میکشؔ بہار آئی ہے

دامن دل نظر نہیں آتا

مسعود میکش مراد آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Husn-e-jaanan Nazar Nahin Aata

Masood Maikash Muradabadi

husn-e-jaanan nazar nahin aata
aah mein kuchh asar nahin aata

shoala-e-gham nazar nahin aata
ab koi bhi idhar nahin aata

dil shab-e-gham se ho gaya manus
ab KHayal-e-sahar nahin aata

ishq ehsan se ibarat hai
ishq-e-nadan nazar nahin aata

hosh-mandon ki is KHudai mein
koi diwana-gar nahin aata

kab se hain farsh-e-rah dida-o-dil
aane wala magar nahin aata

jab se tum ne nigah pheri hai
koi apna nazar nahin aata

jab se 'maikash' bahaar aai hai
daman-e-dil nazar nahin aata

(459) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Husn-e-jaanan Nazar Nahin Aata written by Masood Maikash Muradabadi at UrduPoint. Husn-e-jaanan Nazar Nahin Aata is one of the masterpieces written by Masood Maikash Muradabadi. You can also find the complete poetry collection of Masood Maikash Muradabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Masood Maikash Muradabadi' above.

Husn-e-jaanan Nazar Nahin Aata is a widely read Urdu Ghazal. If you like Husn-e-jaanan Nazar Nahin Aata, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.