Yun Aashiyan Ko Dekh Rahe Hain Qafas Se Hum, Urdu Ghazal By Maulana Abdus Salam Nadvi

Yun Aashiyan Ko Dekh Rahe Hain Qafas Se Hum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maulana Abdus Salam Nadvi. Yun Aashiyan Ko Dekh Rahe Hain Qafas Se Hum comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yun Aashiyan Ko Dekh Rahe Hain Qafas Se Hum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یوں آشیاں کو دیکھ رہے ہیں قفس سے ہم (ردیف .. ا)

مولانا عبدالسلام ندوی

یوں آشیاں کو دیکھ رہے ہیں قفس سے ہم

گویا یہ کوئی پھول ہے فصل بہار کا

مستی میں کھینچ لیتے ہیں زندان مے پرست

دامن پکڑ کے رحمت پروردگار کا

لاکھوں مصیبتیں ہیں مگر پھر بھی روز حشر

محبوب ہے کہ دن ہے ترے انتظار کا

اے بے خودی بھٹک کے چلے آئے خلد میں

ہم راستہ ہی بھول گئے کوئے یار کا

سب کچھ اسے ملے جو یہ ہو جائے ناامید

بس آسرا ہے یہ ترے امیدوار کا

مولانا عبدالسلام ندوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yun Aashiyan Ko Dekh Rahe Hain Qafas Se Hum

Maulana Abdus Salam Nadvi

yun aashiyan ko dekh rahe hain qafas se hum
goya ye koi phul hai fasl-e-bahaar ka

masti mein khinch lete hain zindan-e-mai-parast
daman pakaD ke rahmat-e-parwardigar ka

lakhon musibaten hain magar phir bhi roz-e-hashr
mahbub hai ki din hai tere intizar ka

ai be-KHudi bhaTak ke chale aae KHuld mein
hum rasta hi bhul gae ku-e-yar ka

sab kuchh ise mile jo ye ho jae na-umid
bas aasra hai ye tere umid-war ka

(442) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yun Aashiyan Ko Dekh Rahe Hain Qafas Se Hum written by Maulana Abdus Salam Nadvi at UrduPoint. Yun Aashiyan Ko Dekh Rahe Hain Qafas Se Hum is one of the masterpieces written by Maulana Abdus Salam Nadvi. You can also find the complete poetry collection of Maulana Abdus Salam Nadvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maulana Abdus Salam Nadvi' above.

Yun Aashiyan Ko Dekh Rahe Hain Qafas Se Hum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yun Aashiyan Ko Dekh Rahe Hain Qafas Se Hum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.