Tujh Bin Aaram-e-jaan Kahan Hai Mujhe, Urdu Ghazal By Meer Mohammadi Bedar

Tujh Bin Aaram-e-jaan Kahan Hai Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Mohammadi Bedar. Tujh Bin Aaram-e-jaan Kahan Hai Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tujh Bin Aaram-e-jaan Kahan Hai Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تجھ بن آرام جاں کہاں ہے مجھے

میر محمدی بیدار

تجھ بن آرام جاں کہاں ہے مجھے

زندگانی وبال جاں ہے مجھے

گر یہی درد ہجر ہے تیرا

زیست کا اپنی کب گماں ہے مجھے

مثل طوطی ہزار معنی میں

سحر ساز سخن زباں ہے مجھے

ہے خیال اس کا مانع گفتار

ورنہ سو قوت بیاں ہے مجھے

خامشی بے سبب نہیں بیدارؔ

باعث زیستن دہاں ہے مجھے

میر محمدی بیدار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tujh Bin Aaram-e-jaan Kahan Hai Mujhe

Meer Mohammadi Bedar

tujh bin aaram-e-jaan kahan hai mujhe
zindagani wabaal-e-jaan hai mujhe

gar yahi dard-e-hijr hai tera
zist ka apni kab guman hai mujhe

misl-e-tuti hazar mani mein
sehr-e-saz-e-suKHan zaban hai mujhe

hai KHayal us ka mana-e-guftar
warna sau quwwat-e-bayan hai mujhe

KHamushi be-sabab nahin 'bedar'
bais-e-zistan dahan hai mujhe

(497) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tujh Bin Aaram-e-jaan Kahan Hai Mujhe written by Meer Mohammadi Bedar at UrduPoint. Tujh Bin Aaram-e-jaan Kahan Hai Mujhe is one of the masterpieces written by Meer Mohammadi Bedar. You can also find the complete poetry collection of Meer Mohammadi Bedar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Mohammadi Bedar' above.

Tujh Bin Aaram-e-jaan Kahan Hai Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tujh Bin Aaram-e-jaan Kahan Hai Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.