Dasht Se Main Jo Apne Ghar Aaya, Urdu Ghazal By Midhat Ul Akhtar

Dasht Se Main Jo Apne Ghar Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Midhat Ul Akhtar. Dasht Se Main Jo Apne Ghar Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dasht Se Main Jo Apne Ghar Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دشت سے میں جو اپنے گھر آیا

مدحت الاختر

دشت سے میں جو اپنے گھر آیا

میرے دل میں خدا اتر آیا

جس کی قیمت نہ دے سکا کوئی

میرے حصے میں وہ گہر آیا

ساری دنیا ہے راہ پر میری

جب سے میں تیری راہ پر آیا

کتنے پتھر ہیں سامنے لیکن

بت گری کا کسے ہنر آیا

کس نے دنیا کو زندگی دے دی

موت کا دل بھی آج بھر آیا

پھر در و بام ہو گئے رنگیں

پھر لہو میرا موج پر آیا

مدحت الاختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dasht Se Main Jo Apne Ghar Aaya

Midhat Ul Akhtar

dasht se main jo apne ghar aaya
mere dil mein KHuda utar aaya

jis ki qimat na de saka koi
mere hisse mein wo guhar aaya

sari duniya hai rah par meri
jab se main teri rah par aaya

kitne patthar hain samne lekin
but-gari ka kise hunar aaya

kis ne duniya ko zindagi de di
maut ka dil bhi aaj bhar aaya

phir dar-o-baam ho gae rangin
phir lahu mera mauj par aaya

(574) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dasht Se Main Jo Apne Ghar Aaya written by Midhat Ul Akhtar at UrduPoint. Dasht Se Main Jo Apne Ghar Aaya is one of the masterpieces written by Midhat Ul Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Midhat Ul Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Midhat Ul Akhtar' above.

Dasht Se Main Jo Apne Ghar Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dasht Se Main Jo Apne Ghar Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.