Hai AnkhDiyon Mein Nind To Ek Kaam Kijiye, Urdu Ghazal By Mirza Husain Ali Mehnat

Hai AnkhDiyon Mein Nind To Ek Kaam Kijiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mirza Husain Ali Mehnat. Hai AnkhDiyon Mein Nind To Ek Kaam Kijiye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai AnkhDiyon Mein Nind To Ek Kaam Kijiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے انکھڑیوں میں نیند تو اک کام کیجیے

مرزا حسین علی محنت

ہے انکھڑیوں میں نیند تو اک کام کیجیے

یہ بھی تو گھر ہے آپ کا آرام کیجیے

یہ ضعف ہے کہ پہنچے ہے تا صبح رخ تلک

گر زلف پر نگاہ سر شام کیجیے

کل میں جو یہ کہا کہ کسی کے علم سے آہ

مر جائیے بس اور نہ کچھ کام کیجیے

تو وہ سنا کے مجھ کو یہ کہتا ہے ایک سے

کیا لطف ہے کسی کو جو بد نام کیجیے

اس زندگی سے کھینچیے محنتؔ گر اپنا ہاتھ

پھیلا کے پاؤں ذوق سے آرام کیجیے

مرزا حسین علی محنت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai AnkhDiyon Mein Nind To Ek Kaam Kijiye

Mirza Husain Ali Mehnat

hai ankhDiyon mein nind to ek kaam kijiye
ye bhi to ghar hai aap ka aaram kijiye

ye zoaf hai ki pahunche hai ta-subh ruKH talak
gar zulf par nigah sar-e-sham kijiye

kal main jo ye kaha ki kisi ke alam se aah
mar jaiye bas aur na kuchh kaam kijiye

to wo suna ke mujh ko ye kahta hai ek se
kya lutf hai kisi ko jo badnam kijiye

is zindagi se khinchiye 'mehnat' gar apna hath
phaila ke panw zauq se aaram kijiye

(528) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai AnkhDiyon Mein Nind To Ek Kaam Kijiye written by Mirza Husain Ali Mehnat at UrduPoint. Hai AnkhDiyon Mein Nind To Ek Kaam Kijiye is one of the masterpieces written by Mirza Husain Ali Mehnat. You can also find the complete poetry collection of Mirza Husain Ali Mehnat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mirza Husain Ali Mehnat' above.

Hai AnkhDiyon Mein Nind To Ek Kaam Kijiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai AnkhDiyon Mein Nind To Ek Kaam Kijiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.