Teri Surat Mujhe Batati Hai, Urdu Ghazal By Mohammad Ali Sahil

Teri Surat Mujhe Batati Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Ali Sahil. Teri Surat Mujhe Batati Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Teri Surat Mujhe Batati Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تری صورت مجھے بتاتی ہے

محمد علی ساحل

تری صورت مجھے بتاتی ہے

یاد میری تجھے بھی آتی ہے

اس کے اک بار دیکھنے کی ادا

دل میں سو حسرتیں جگاتی ہے

میرے دل میں وہ آئے ہیں ایسے

جیسے آنگن میں دھوپ آتی ہے

خواب میں جب بھی دیکھتا ہوں اسے

نیند آنکھوں سے روٹھ جاتی ہے

اپنی مرضی سے ہم نہیں چلتے

کوئی طاقت ہمیں چلاتی ہے

ہم ہیں تہذیب کے علمبردار

ہم کو اردو زبان آتی ہے

میں تو ساحل ہوں موج دریا کی

مجھ کو خود ہی گلے لگاتی ہے

محمد علی ساحل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Teri Surat Mujhe Batati Hai

Mohammad Ali Sahil

teri surat mujhe batati hai
yaad meri tujhe bhi aati hai

us ke ek bar dekhne ki ada
dil mein sau hasraten jagati hai

mere dil mein wo aae hain aise
jaise aangan mein dhup aati hai

KHwab mein jab bhi dekhta hun use
nind aankhon se ruTh jati hai

apni marzi se hum nahin chalte
koi taqat hamein chalati hai

hum hain tahzib ke alam-bardar
hum ko urdu zaban aati hai

main to sahil hun mauj dariya ki
mujh ko KHud hi gale lagati hai

(561) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Teri Surat Mujhe Batati Hai written by Mohammad Ali Sahil at UrduPoint. Teri Surat Mujhe Batati Hai is one of the masterpieces written by Mohammad Ali Sahil. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Ali Sahil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Ali Sahil' above.

Teri Surat Mujhe Batati Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Teri Surat Mujhe Batati Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.