Hum Dil O Jaan Se KHaridar Hain Kin Ke Un Ke, Urdu Ghazal By Mohammad Amaan Nisar

Hum Dil O Jaan Se KHaridar Hain Kin Ke Un Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Amaan Nisar. Hum Dil O Jaan Se KHaridar Hain Kin Ke Un Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum Dil O Jaan Se KHaridar Hain Kin Ke Un Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم دل و جاں سے خریدار ہیں کن کے ان کے

محمد امان نثار

ہم دل و جاں سے خریدار ہیں کن کے ان کے

باعث گرمئی بازار ہیں کن کے ان کے

یہ خدا جانے کسی کو ہے خبر یا کہ نہیں

ہم بھی اک عاشق غم خوار ہیں کن کے ان کے

مقتل عشق میں ہم روز ازل سے یارو

بسمل غمزۂ خوں خوار ہیں کن کے ان کے

تھا جنہیں حسن پرستی سے ہمیشہ انکار

وہ بھی اب طالب دیدار ہیں کن کے ان کے

ہم کو عیار سمجھتے ہیں یہ بے مہر نثارؔ

جو دغاباز ہیں سو یار ہیں کن کے ان کے

محمد امان نثار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Dil O Jaan Se KHaridar Hain Kin Ke Un Ke

Mohammad Amaan Nisar

hum dil o jaan se KHaridar hain kin ke un ke
bais-e-garmi-e-bazar hain kin ke un ke

ye KHuda jaane kisi ko hai KHabar ya ki nahin
hum bhi ek aashiq-e-gham-KHwar hain kin ke un ke

maqtal-e-ishq mein hum roz-e-azal se yaro
bismil-e-gham-za-e-KHun-KHwar hain kin ke un ke

tha jinhen husn-parasti se hamesha inkar
wo bhi ab talib-e-didar hain kin ke un ke

hum ko ayyar samajhte hain ye be-mehr 'nisar'
jo daghabaz hain so yar hain kin ke un ke

(493) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum Dil O Jaan Se KHaridar Hain Kin Ke Un Ke written by Mohammad Amaan Nisar at UrduPoint. Hum Dil O Jaan Se KHaridar Hain Kin Ke Un Ke is one of the masterpieces written by Mohammad Amaan Nisar. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Amaan Nisar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Amaan Nisar' above.

Hum Dil O Jaan Se KHaridar Hain Kin Ke Un Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Dil O Jaan Se KHaridar Hain Kin Ke Un Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.