Lab Pe Harf-e-motabar Rakhta Hai Wo, Urdu Ghazal By Muneer Saifi

Lab Pe Harf-e-motabar Rakhta Hai Wo is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muneer Saifi. Lab Pe Harf-e-motabar Rakhta Hai Wo comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read Lab Pe Harf-e-motabar Rakhta Hai Wo on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لب پہ حرف معتبر رکھتا ہے وہ

منیر سیفی

لب پہ حرف معتبر رکھتا ہے وہ

بات کرنے کا ہنر رکھتا ہے وہ

ایک عالی شان گھر رکھتا ہے وہ

پھر بھی خود کو در بدر رکھتا ہے وہ

ایک اپنی ہی نہیں ہیں الجھنیں

کتنے غم ہائے دگر رکھتا ہے وہ

اڑ رہا ہے جو کھلے آکاش میں

آنے والے کل کا ڈر رکھتا ہے وہ

سر سے پا تک چیختی سناٹگی

اپنے اندر اک کھنڈر رکھتا ہے وہ

ٹھوکروں میں اس کی ہے سلطانیت

پیٹ پر پتھر مگر رکھتا ہے وہ

دل جلا کے جانے کی کی یاد میں

شام کی دہلیز پر رکھتا ہے وہ

دل کے پاؤں ڈال دی زنجیر عقل

نفس کو یوں مار کر رکھتا ہے وہ

رات بھر چہرہ خدا کی یاد میں

آنسوؤں سے تر بہ تر رکھتا ہے وہ

کھویا رہتا ہے کتابوں میں مگر

شہر و صحرا کی خبر رکھتا ہے وہ

آدمی سے ہو گئی ہیں نفرتیں

گھر میں جنگلی جانور رکھتا ہے وہ

جھیل لڑکی مور تتلی گل ہوا

خواب کی دیوار پر رکھتا ہے وہ

ایک نقش پا زمیں پر ہے منیرؔ

دوسرا افلاک پر رکھتا ہے وہ

منیر سیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lab Pe Harf-e-motabar Rakhta Hai Wo

Muneer Saifi

lab pe harf-e-mo'tabar rakhta hai wo
baat karne ka hunar rakhta hai wo

ek aali-shan ghar rakhta hai wo
phir bhi KHud ko dar-ba-dar rakhta hai wo

ek apni hi nahin hain uljhanen
kitne gham-ha-e-digar rakhta hai wo

uD raha hai jo khule aakash mein
aane wale kal ka Dar rakhta hai wo

sar se pa tak chiKHti sannaTagi
apne andar ek khanDar rakhta hai wo

Thokaron mein us ki hai sultaniyat
peT par patthar magar rakhta hai wo

dil jala ke jaane ki ki yaad mein
sham ki dahliz par rakhta hai wo

dil ke panw Dal di zanjir-e-aql
nafs ko yun mar kar rakhta hai wo

raat-bhar chehra KHuda ki yaad mein
aansuon se tar-ba-tar rakhta hai wo

khoya rahta hai kitabon mein magar
shahar-o-sahra ki KHabar rakhta hai wo

aadmi se ho gai hain nafraten
ghar mein jangali jaanwar rakhta hai wo

jhil laDki mor titli gul hawa
KHwab ki diwar par rakhta hai wo

ek naqsh-e-pa zamin par hai 'munir'
dusra aflak par rakhta hai wo

(429) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lab Pe Harf-e-motabar Rakhta Hai Wo written by Muneer Saifi at UrduPoint. Lab Pe Harf-e-motabar Rakhta Hai Wo is one of the masterpieces written by Muneer Saifi. You can also find the complete poetry collection of Muneer Saifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muneer Saifi' above.

Lab Pe Harf-e-motabar Rakhta Hai Wo is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lab Pe Harf-e-motabar Rakhta Hai Wo, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.