Ye Iztirab Dekhna Ye Intishaar Dekhna, Urdu Ghazal By Muzaffar Hanfi

Ye Iztirab Dekhna Ye Intishaar Dekhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzaffar Hanfi. Ye Iztirab Dekhna Ye Intishaar Dekhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Iztirab Dekhna Ye Intishaar Dekhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ اضطراب دیکھنا یہ انتشار دیکھنا

مظفر حنفی

یہ اضطراب دیکھنا یہ انتشار دیکھنا

سحر نہ ہو کہیں ذرا پس غبار دیکھنا

یہ خستگی کا فیض ہے کہ جس نے آنکھ موند کر

سکھا دیا مجھے بدن کے آرپار دیکھنا

شکست کھا چکے ہیں ہم مگر عزیز فاتحو

ہمارے قد سے کم نہ ہو فراز دار دیکھنا

گزر گئی جو موج اس کی یاد ہی فضول ہے

مگر ہو اس کا مڑ کے مجھ کو بار بار دیکھنا

مرا خلوص دیکھنا کہ محو انتظار ہوں

اسے بھلا چکا ہوں کیف انتظار دیکھنا

مظفر حنفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Iztirab Dekhna Ye Intishaar Dekhna

Muzaffar Hanfi

ye iztirab dekhna ye intishaar dekhna
sahar na ho kahin zara pas-e-ghubar dekhna

ye KHastagi ka faiz hai ki jis ne aankh mund kar
sikha diya mujhe badan ke aar-par dekhna

shikast kha chuke hain hum magar aziz fateho
hamare qad se kam na ho faraaz-e-dar dekhna

guzar gai jo mauj us ki yaad hi fuzul hai
magar ho us ka muD ke mujh ko bar bar dekhna

mera KHulus dekhna ki mahw-e-intizar hun
use bhala chuka hun kaif-e-intizar dekhna

(364) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Iztirab Dekhna Ye Intishaar Dekhna written by Muzaffar Hanfi at UrduPoint. Ye Iztirab Dekhna Ye Intishaar Dekhna is one of the masterpieces written by Muzaffar Hanfi. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Hanfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Hanfi' above.

Ye Iztirab Dekhna Ye Intishaar Dekhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Iztirab Dekhna Ye Intishaar Dekhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.