Bund Pani Ko Mera Shahr Taras Jata Hai, Urdu Ghazal By Naseem Sahar

Bund Pani Ko Mera Shahr Taras Jata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Sahar. Bund Pani Ko Mera Shahr Taras Jata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bund Pani Ko Mera Shahr Taras Jata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بوند پانی کو مرا شہر ترس جاتا ہے

نسیم سحر

بوند پانی کو مرا شہر ترس جاتا ہے

اور بادل ہے کہ دریا پہ برس جاتا ہے

آتشیں دھوپ سے ملتی ہے کبھی جس کو نمو

وہی پودا کبھی بارش سے جھلس جاتا ہے

راہ تشکیل وہ ارباب وفا نے کی تھی

اب جہاں قافلۂ اہل ہوس جاتا ہے

ہو چکی بوئے وفا شہر سے رخصت کب کی

کوئی دن ہے کہ پھلوں میں سے بھی رس جاتا ہے

آدمی پر وہ کڑا وقت بھی آتا ہے کہ جب

سانس لینے پس دیوار قفس جاتا ہے

تم بھرے شہر میں کس ڈھنگ سے رہتے ہو نسیمؔ

گویا ویرانے میں جا کر کوئی بس جاتا ہے

نسیم سحر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bund Pani Ko Mera Shahr Taras Jata Hai

Naseem Sahar

bund pani ko mera shahr taras jata hai
aur baadal hai ki dariya pe baras jata hai

aatishin dhup se milti hai kabhi jis ko numu
wahi pauda kabhi barish se jhulas jata hai

rah tashkil wo arbab-e-wafa ne ki thi
ab jahan qafila-e-ahl-e-hawas jata hai

ho chuki bu-e-wafa shahr se ruKHsat kab ki
koi din hai ki phalon mein se bhi ras jata hai

aadmi par wo kaDa waqt bhi aata hai ki jab
sans lene pas-e-diwar-e-qafas jata hai

tum bhare shahr mein kis Dhang se rahte ho 'nasim'
goya virane mein ja kar koi bas jata hai

(473) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bund Pani Ko Mera Shahr Taras Jata Hai written by Naseem Sahar at UrduPoint. Bund Pani Ko Mera Shahr Taras Jata Hai is one of the masterpieces written by Naseem Sahar. You can also find the complete poetry collection of Naseem Sahar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Sahar' above.

Bund Pani Ko Mera Shahr Taras Jata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bund Pani Ko Mera Shahr Taras Jata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.