Izhaar-e-haal Sun Ke Hamara Kabhi Kabhi, Urdu Ghazal By Nawab Moazzam Jah Shaji
Izhaar-e-haal Sun Ke Hamara Kabhi Kabhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nawab Moazzam Jah Shaji. Izhaar-e-haal Sun Ke Hamara Kabhi Kabhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Izhaar-e-haal Sun Ke Hamara Kabhi Kabhi on this page of UrduPoint.
اظہار حال سن کے ہمارا کبھی کبھی
نواب معظم جاہ شجیع
اظہار حال سن کے ہمارا کبھی کبھی
وہ بھی ہوئے ہیں انجمن آرا کبھی کبھی
میں اور عرض شوق مری کیا مجال ہے
ہوتا ہے اس طرف سے اشارا کبھی کبھی
راہ طلب میں اور کوئی رہنما نہیں
دیتی ہیں لغزشیں ہی سہارا کبھی کبھی
سنتا ہوں مجھ سے چھٹ کے نہیں وہ بھی مطمئن
نظروں کو ڈھونڈھتا ہے نظارا کبھی کبھی
آیا شب فراق وہ ہنگام بے کسی
خود اپنا نام لے کے پکارا کبھی کبھی
سچ ہے کہ راحتیں ہی نہیں حسن زندگی
غم نے بھی زندگی کو سنوارا کبھی کبھی
یوں طے ہوئے شجیعؔ محبت کے راستے
بڑھ بڑھ کے منزلوں نے پکارا کبھی کبھی
نواب معظم جاہ شجیع
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Izhaar-e-haal Sun Ke Hamara Kabhi Kabhi
Nawab Moazzam Jah Shaji
wo bhi hue hain anjuman-ara kabhi kabhi
main aur arz-e-shauq meri kya majal hai
hota hai us taraf se ishaara kabhi kabhi
rah-e-talab mein aur koi rahnuma nahin
deti hain laghzishen hi sahaara kabhi kabhi
sunta hun mujh se chhuT ke nahin wo bhi mutmain
nazron ko DhunDhta hai nazara kabhi kabhi
aaya shab-e-firaq wo hangam-e-be-kasi
KHud apna nam le ke pukara kabhi kabhi
sach hai ki rahaten hi nahin husn-e-zindagi
gham ne bhi zindagi ko sanwara kabhi kabhi
yun tai hue 'shajia' mohabbat ke raste
baDh baDh ke manzilon ne pukara kabhi kabhi
(392) ووٹ وصول ہوئے
Related Nawab Moazzam Jah Shaji Poetry
More Nawab Moazzam Jah Shaji Poetry
ہر وہ ہنگامہ ناگہاں گزرا
Nawab Moazzam Jah Shaji - نواب معظم جاہ شجیع
Har Wo Hangama Na-gahan Guzra
کس کے نغمے گونجتے ہیں زندگی کے ساز میں
Nawab Moazzam Jah Shaji - نواب معظم جاہ شجیع
Kis Ke Naghme Gunjte Hain Zindagi Ke Saz Mein
جذبۂ درد محبت نے اگر ساتھ دیا
Nawab Moazzam Jah Shaji - نواب معظم جاہ شجیع
Jazba-e-dard-e-mohabbat Ne Agar Sath Diya
گھٹائیں چھائی ہیں ساغر اٹھا لے جس کا جی چاہے
Nawab Moazzam Jah Shaji - نواب معظم جاہ شجیع
Ghataen Chhai Hain Saghar Utha Le Jis Ka Ji Chahe
نظر سے چھپ گئے دل سے جدا تو ہونا تھا
Nawab Moazzam Jah Shaji - نواب معظم جاہ شجیع
Nazar Se Chhup Gae Dil Se Juda To Hona Tha
جام خالی ہیں مئے ناب کہاں سے لاؤں
Nawab Moazzam Jah Shaji - نواب معظم جاہ شجیع
Jam Khaali Hain Mai-e-nab Kahan Se Laun
سرد آہوں نے مرے زخموں کو آباد کیا
Nawab Moazzam Jah Shaji - نواب معظم جاہ شجیع
Sard Aahon Ne Mere Zakhmon Ko Aabaad Kiya
اظہار حال سن کے ہمارا کبھی کبھی
Nawab Moazzam Jah Shaji - نواب معظم جاہ شجیع
Izhaar-e-haal Sun Ke Hamara Kabhi Kabhi
You can read Izhaar-e-haal Sun Ke Hamara Kabhi Kabhi written by Nawab Moazzam Jah Shaji at UrduPoint. Izhaar-e-haal Sun Ke Hamara Kabhi Kabhi is one of the masterpieces written by Nawab Moazzam Jah Shaji. You can also find the complete poetry collection of Nawab Moazzam Jah Shaji by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nawab Moazzam Jah Shaji' above.
Izhaar-e-haal Sun Ke Hamara Kabhi Kabhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Izhaar-e-haal Sun Ke Hamara Kabhi Kabhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.