Nekiyan Boin Aur Badi Pai, Urdu Ghazal By Nazir Fatehpuri

Nekiyan Boin Aur Badi Pai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazir Fatehpuri. Nekiyan Boin Aur Badi Pai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Nekiyan Boin Aur Badi Pai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نیکیاں بوئیں اور بدی پائی

نذیر فتح پوری

نیکیاں بوئیں اور بدی پائی

ہم نے یہ کون سی صدی پائی

وہ صلیبوں پہ سج گیا آخر

جس نے بھی خوئے سرمدی پائی

سایۂ گل میں رہ کے بھی ہم نے

زندگی خار سے لدی پائی

اس نے پتھر ہی پھینکا ہے جس نے

شاخ پھل پھول سے لدی پائی

ہم نے ہر ساحل وفا پہ نذیرؔ

خون اگلتی ہوئی ندی پائی

نذیر فتح پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nekiyan Boin Aur Badi Pai

Nazir Fatehpuri

nekiyan boin aur badi pai
hum ne ye kaun si sadi pai

wo salibon pe saj gaya aaKHir
jis ne bhi KHu-e-sarmadi pai

saya-e-gul mein rah ke bhi hum ne
zindagi KHar se ladi pai

us ne patthar hi phenka hai jis ne
shaKH phal phul se ladi pai

hum ne har sahil-e-wafa pe 'nazir'
KHun ugalti hui nadi pai

(538) ووٹ وصول ہوئے

You can read Nekiyan Boin Aur Badi Pai written by Nazir Fatehpuri at UrduPoint. Nekiyan Boin Aur Badi Pai is one of the masterpieces written by Nazir Fatehpuri. You can also find the complete poetry collection of Nazir Fatehpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazir Fatehpuri' above.

Nekiyan Boin Aur Badi Pai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nekiyan Boin Aur Badi Pai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.