Main Us Din Ki Raushan Aur, Urdu Nazam By Parveen Tahir

Main Us Din Ki Raushan Aur is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Parveen Tahir. Main Us Din Ki Raushan Aur comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Main Us Din Ki Raushan Aur on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں اس دن کی روشن اور

پروین طاہر

میں اس دن کی روشن اور

سفاک سحر کے ساحل پر

آنکھیں ملتے دھوپ سے لڑتے

بھاگ رہی ہوں

جس نے مجھ پر کھلنے والے

سب دروازے بھیڑ دئے ہیں

چاند تراشے سب دروازے

دروازوں کے پیچھے وہ

جھلمل جھلمل

تاروں میں ملفوف مناظر

سپنا تھے

منظر منظر کھلنے میں بھی

کیسی نٹ کھٹ بھول بھلیاں

کتنے سندر بل چھل تھے

ورنہ جادو نگری میں

کوئی کرتا کیسے رین بسر

پروین طاہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Us Din Ki Raushan Aur

Parveen Tahir

main us din ki raushan aur
saffak sahar ke sahil par
aankhen malte dhup se laDte
bhag rahi hun
jis ne mujh par khulne wale
sab darwaze bheD diye hain
chand tarashe sab darwaze
darwazon ke pichhe wo
jhilmil jhilmil
taron mein malfuf manazir
sapna the

manzar manzar khulne mein bhi
kaisi naT-khaT bhul-bhulayyan
kitne sundar bal chhal the
warna jadu nagri mein
koi karta kaise rain basar

(492) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Us Din Ki Raushan Aur written by Parveen Tahir at UrduPoint. Main Us Din Ki Raushan Aur is one of the masterpieces written by Parveen Tahir. You can also find the complete poetry collection of Parveen Tahir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Parveen Tahir' above.

Main Us Din Ki Raushan Aur is a widely read Urdu Nazam. If you like Main Us Din Ki Raushan Aur, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.