Aane Wala Inqalab Aaya Nahin, Urdu Ghazal By Prem Kumar Nazar

Aane Wala Inqalab Aaya Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Prem Kumar Nazar. Aane Wala Inqalab Aaya Nahin comes under the Sad, Sufi category of Urdu Ghazal. You can read Aane Wala Inqalab Aaya Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنے والا انقلاب آیا نہیں

پریم کمار نظر

آنے والا انقلاب آیا نہیں

کیا کوئی اہل کتاب آیا نہیں

اسم اعظم بھی پڑھا ہے بار بار

غار سے لیکن جواب آیا نہیں

ہو رہا ہے کچھ نہ کچھ زیر زمیں

کونپلیں پھوٹیں گلاب آیا نہیں

رات بھر پھر ہجر کا موسم رہا

جس کو آنا تھا وہ خواب آیا نہیں

خشک لب لوٹے ہیں کیوں صحرا نورد

راستے میں کیا سراب آیا نہیں

مجھ کو اک چشمک تھی سیل اشک سے

اس لیے میں زیر آب آیا نہیں

پریم کمار نظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aane Wala Inqalab Aaya Nahin

Prem Kumar Nazar

aane wala inqalab aaya nahin
kya koi ahl-e-kitab aaya nahin

ism-e-azam bhi paDha hai bar bar
ghaar se lekin jawab aaya nahin

ho raha hai kuchh na kuchh zer-e-zamin
konplen phuTin gulab aaya nahin

raat bhar phir hijr ka mausam raha
jis ko aana tha wo KHwab aaya nahin

KHushk-lab lauTe hain kyun sahra-naward
raste mein kya sarab aaya nahin

mujh ko ek chashmak thi sail-e-ashk se
is liye main zer-e-ab aaya nahin

(678) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aane Wala Inqalab Aaya Nahin written by Prem Kumar Nazar at UrduPoint. Aane Wala Inqalab Aaya Nahin is one of the masterpieces written by Prem Kumar Nazar. You can also find the complete poetry collection of Prem Kumar Nazar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Prem Kumar Nazar' above.

Aane Wala Inqalab Aaya Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aane Wala Inqalab Aaya Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.