Ashkon Ke Samundar Mein Sanson Ka Safina Hai, Urdu Ghazal By Rekha Rajvanshi

Ashkon Ke Samundar Mein Sanson Ka Safina Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rekha Rajvanshi. Ashkon Ke Samundar Mein Sanson Ka Safina Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ashkon Ke Samundar Mein Sanson Ka Safina Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اشکوں کے سمندر میں سانسوں کا سفینہ ہے

ریکھا راج ونشی

اشکوں کے سمندر میں سانسوں کا سفینہ ہے

جینا ہے تو ہنس ہنس کر ہر درد کو پینا ہے

دیکھے ہیں بہت اپنے ہاتھوں میں لیے خنجر

دھندلے ہیں بہت رستے بچ کے ہمیں جینا ہے

دیکھو تو سمے کیسا آیا ہے جہاں والو

مے مہنگی ہوئی سستا اب خون پسینہ ہے

نفرت بھری دنیا میں اونچی ہوئیں دیواریں

زیور کی دکانوں میں اب نقلی نگینہ ہے

امید کریں کس سے ہر شخص پریشاں ہے

یہ چاک جگر ہم کو اب آپ ہی سینا ہے

ریکھا راج ونشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ashkon Ke Samundar Mein Sanson Ka Safina Hai

Rekha Rajvanshi

ashkon ke samundar mein sanson ka safina hai
jina hai to hans hans kar har dard ko pina hai

dekhe hain bahut apne hathon mein liye KHanjar
dhundle hain bahut raste bach ke hamein jina hai

dekho to samay kaisa aaya hai jahan walo
mai mahngi hui sasta ab KHun pasina hai

nafrat bhari duniya mein unchi huin diwaren
zewar ki dukanon mein ab naqli nagina hai

ummid karen kis se har shaKHs pareshan hai
ye chaak-e-jigar hum ko ab aap hi sina hai

(659) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ashkon Ke Samundar Mein Sanson Ka Safina Hai written by Rekha Rajvanshi at UrduPoint. Ashkon Ke Samundar Mein Sanson Ka Safina Hai is one of the masterpieces written by Rekha Rajvanshi. You can also find the complete poetry collection of Rekha Rajvanshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rekha Rajvanshi' above.

Ashkon Ke Samundar Mein Sanson Ka Safina Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ashkon Ke Samundar Mein Sanson Ka Safina Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.