Teri KHatir Kya Nahin Ai Be-wafa Maine Kiya, Urdu Ghazal By Riyaz Qasid

Teri KHatir Kya Nahin Ai Be-wafa Maine Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Riyaz Qasid. Teri KHatir Kya Nahin Ai Be-wafa Maine Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Teri KHatir Kya Nahin Ai Be-wafa Maine Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیری خاطر کیا نہیں اے بے وفا میں نے کیا

ریاض قاصد

تیری خاطر کیا نہیں اے بے وفا میں نے کیا

تو کہ اک پتھر تھا تجھ کو دیوتا میں نے کیا

قید کر کے کر دیا بے بال و پر صیاد نے

آسماں چھونے کا جب بھی حوصلہ میں نے کیا

تذکرہ تک بھی مرا ہوتا ہے اس کو ناگوار

جس کی محفل کو مسرت آشنا میں نے کیا

توڑ کر شکوہ شکایت کی ہر اک دیوار کو

اس کے اپنے بیچ کا طے فاصلا میں نے کیا

خون دل سے زیست کی تاریخ لکھنے کے لئے

دار پر جانے کا پہلے فیصلہ میں نے کیا

ریاض قاصد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Teri KHatir Kya Nahin Ai Be-wafa Maine Kiya

Riyaz Qasid

teri KHatir kya nahin ai be-wafa main ne kiya
tu ki ek patthar tha tujh ko dewta main ne kiya

qaid kar ke kar diya be-baal-o-par sayyaad ne
aasman chhune ka jab bhi hausla main ne kiya

tazkira tak bhi mera hota hai us ko nagawar
jis ki mahfil ko masarrat aashna main ne kiya

toD kar shikwa shikayat ki har ek diwar ko
us ke apne bich ka tai fasla main ne kiya

KHun-e-dil se zist ki tariKH likhne ke liye
dar par jaane ka pahle faisla main ne kiya

(319) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Teri KHatir Kya Nahin Ai Be-wafa Maine Kiya written by Riyaz Qasid at UrduPoint. Teri KHatir Kya Nahin Ai Be-wafa Maine Kiya is one of the masterpieces written by Riyaz Qasid. You can also find the complete poetry collection of Riyaz Qasid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Riyaz Qasid' above.

Teri KHatir Kya Nahin Ai Be-wafa Maine Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Teri KHatir Kya Nahin Ai Be-wafa Maine Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.