Apne Ghar Mein Qayam Kar Jao, Urdu Ghazal By Robina Butt

Apne Ghar Mein Qayam Kar Jao is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Robina Butt. Apne Ghar Mein Qayam Kar Jao comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Ghar Mein Qayam Kar Jao on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے گھر میں قیام کر جاؤ

روبینہ بٹ

اپنے گھر میں قیام کر جاؤ

چند لمحے کلام کر جاؤ

دل جو اڑتا ہے ہر گھڑی اس کو

آ کے پابند دام کر جاؤ

اپنی آنکھوں کو تم جھکا کے صنم

مے کشوں کو سلام کر جاؤ

پیار کی بات جو ادھوری تھی

اس کو آ کے تمام کر جاؤ

زندگی جس کے چاہے نام کرو

مجھ سے منسوب نام کر جاؤ

کیسے مانیں کہ لاکھوں مرتے ہیں

ہم سے کافر کو رام کر جاؤ

روبینہ بٹ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Ghar Mein Qayam Kar Jao

Robina Butt

apne ghar mein qayam kar jao
chand lamhe kalam kar jao

dil jo uDta hai har ghaDi us ko
aa ke paband-e-dam kar jao

apni aankhon ko tum jhuka ke sanam
mai-kashon ko salam kar jao

pyar ki baat jo adhuri thi
us ko aa ke tamam kar jao

zindagi jis ke chahe nam karo
mujh se mansub nam kar jao

kaise manen ki lakhon marte hain
hum se kafir ko ram kar jao

(264) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne Ghar Mein Qayam Kar Jao written by Robina Butt at UrduPoint. Apne Ghar Mein Qayam Kar Jao is one of the masterpieces written by Robina Butt. You can also find the complete poetry collection of Robina Butt by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Robina Butt' above.

Apne Ghar Mein Qayam Kar Jao is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Ghar Mein Qayam Kar Jao, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.