Wo Anjuman Mein Raat Ajab Shan Se Gae, Urdu Ghazal By Saeed Rahi

Wo Anjuman Mein Raat Ajab Shan Se Gae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeed Rahi. Wo Anjuman Mein Raat Ajab Shan Se Gae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Anjuman Mein Raat Ajab Shan Se Gae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ انجمن میں رات عجب شان سے گئے

سعید راہی

وہ انجمن میں رات عجب شان سے گئے

ایمان چیز کیا تھی کئی جان سے گئے

میں تو گیا ہوا تھا ہزاروں نقاب میں

لیکن اکیلا دیکھ کے پہچان سے گئے

وہ شمع بن کے خود ہی اکیلے جلا کیا

پروانے کل کی رات پریشان سے گئے

آیا ترا سلام نہ آیا ہے خط کوئی

ہم آخری سفر کے بھی سامان سے گئے

راہیؔ جسے خدا بھی نہ سمجھا سکا کبھی

بیٹھے بٹھائے دیکھ لو اب مان سے گئے

سعید راہی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Anjuman Mein Raat Ajab Shan Se Gae

Saeed Rahi

wo anjuman mein raat ajab shan se gae
iman chiz kya thi kai jaan se gae

main to gaya hua tha hazaron naqab mein
lekin akela dekh ke pahchan se gae

wo shama ban ke KHud hi akele jala kiya
parwane kal ki raat pareshan se gae

aaya tera salam na aaya hai KHat koi
hum aaKHiri safar ke bhi saman se gae

'rahi' jise KHuda bhi na samjha saka kabhi
baiThe-biThae dekh lo ab man se gae

(512) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Anjuman Mein Raat Ajab Shan Se Gae written by Saeed Rahi at UrduPoint. Wo Anjuman Mein Raat Ajab Shan Se Gae is one of the masterpieces written by Saeed Rahi. You can also find the complete poetry collection of Saeed Rahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeed Rahi' above.

Wo Anjuman Mein Raat Ajab Shan Se Gae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Anjuman Mein Raat Ajab Shan Se Gae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.