KHayal-o-fikr Ki Tajsim Kar Chuki Thi Wahan, Urdu Ghazal By Safiya Chaudhry

KHayal-o-fikr Ki Tajsim Kar Chuki Thi Wahan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Safiya Chaudhry. KHayal-o-fikr Ki Tajsim Kar Chuki Thi Wahan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHayal-o-fikr Ki Tajsim Kar Chuki Thi Wahan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیال و فکر کی تجسیم کر چکی تھی وہاں

صفیہ چودھری

خیال و فکر کی تجسیم کر چکی تھی وہاں

میں اس کی سلطنت تسلیم کر چکی تھی وہاں

ہوائیں پھول شجر اور چھاؤں اس کی تھی

اسی لئے تو میں تعظیم کر چکی تھی وہاں

وہ شہر ذات کی ہر اک گلی سے واقف تھا

مگر میں راستے تقسیم کر چکی تھی وہاں

قفس کھلا تھا مگر فاختہ کہاں جاتی

وہ اپنی ہار کو تسلیم کر چکی تھی وہاں

صفیہ چودھری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHayal-o-fikr Ki Tajsim Kar Chuki Thi Wahan

Safiya Chaudhry

KHayal-o-fikr ki tajsim kar chuki thi wahan
main us ki saltanat taslim kar chuki thi wahan

hawaen phul shajar aur chhanw us ki thi
isi liye to main tazim kar chuki thi wahan

wo shahr-e-zat ki har ek gali se waqif tha
magar main raste taqsim kar chuki thi wahan

qafas khula tha magar faKHta kahan jati
wo apni haar ko taslim kar chuki thi wahan

(381) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHayal-o-fikr Ki Tajsim Kar Chuki Thi Wahan written by Safiya Chaudhry at UrduPoint. KHayal-o-fikr Ki Tajsim Kar Chuki Thi Wahan is one of the masterpieces written by Safiya Chaudhry. You can also find the complete poetry collection of Safiya Chaudhry by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Safiya Chaudhry' above.

KHayal-o-fikr Ki Tajsim Kar Chuki Thi Wahan is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHayal-o-fikr Ki Tajsim Kar Chuki Thi Wahan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.