Dekhi Hai Maine Ye Bhi Nairangi-e-zamana, Urdu Ghazal By Sahar Mahmood

Dekhi Hai Maine Ye Bhi Nairangi-e-zamana is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahar Mahmood. Dekhi Hai Maine Ye Bhi Nairangi-e-zamana comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dekhi Hai Maine Ye Bhi Nairangi-e-zamana on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھی ہے میں نے یہ بھی نیرنگئ زمانہ

سحر محمود

دیکھی ہے میں نے یہ بھی نیرنگئ زمانہ

انصاف کی ردا میں انداز ظالمانہ

کتنے حسین دن تھے انجان تھے جہاں سے

آتا ہے یاد اب وہ گزرا ہوا زمانہ

تیرے ہی دم سے یا رب آباد ہے یہ دنیا

ہے بس یہی حقیقت باقی جو ہے فسانہ

کوئی نہیں دکھاتا اب تو ہنر شناسی

اٹھتی ہے جو نظر بھی ہوتی ہے ناقدانہ

کتنا حسین تیرا انداز گفتگو ہے

جی چاہتا ہے لکھ دوں تجھ پر کوئی فسانہ

تم کیا گئے کہ دنیا مغموم لگ رہی ہے

اب زندگی یہ مجھ کو لگتی ہے قید خانہ

سحر محمود

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekhi Hai Maine Ye Bhi Nairangi-e-zamana

Sahar Mahmood

dekhi hai main ne ye bhi nairangi-e-zamana
insaf ki rida mein andaz-e-zalimana

kitne hasin din the anjaan the jahan se
aata hai yaad ab wo guzra hua zamana

tere hi dam se yarab aabaad hai ye duniya
hai bas yahi haqiqat baqi jo hai fasana

koi nahin dikhata ab to hunar-shanasi
uThti hai jo nazar bhi hoti hai naqidana

kitna hasin tera andaz-e-guftugu hai
ji chahta hai likh dun tujh par koi fasana

tum kya gae ki duniya maghmum lag rahi hai
ab zindagi ye mujh ko lagti hai qaid-KHana

(545) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekhi Hai Maine Ye Bhi Nairangi-e-zamana written by Sahar Mahmood at UrduPoint. Dekhi Hai Maine Ye Bhi Nairangi-e-zamana is one of the masterpieces written by Sahar Mahmood. You can also find the complete poetry collection of Sahar Mahmood by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahar Mahmood' above.

Dekhi Hai Maine Ye Bhi Nairangi-e-zamana is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekhi Hai Maine Ye Bhi Nairangi-e-zamana, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.