Kuchh Taghayyur Mere Ahwal-e-pareshan Mein Nahin, Urdu Ghazal By Salik Dehlvi

Kuchh Taghayyur Mere Ahwal-e-pareshan Mein Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Salik Dehlvi. Kuchh Taghayyur Mere Ahwal-e-pareshan Mein Nahin comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Taghayyur Mere Ahwal-e-pareshan Mein Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ تغیر مرے احوال پریشاں میں نہیں

سالک دہلوی

کچھ تغیر مرے احوال پریشاں میں نہیں

ایسے عالم میں ہوں جو عالم امکاں میں نہیں

صبح محشر بھی دکھائی نہیں دیتی یا رب

روز بد بھی تو نصیب شب ہجراں میں نہیں

وحشت عشق کو ثابت قدمی بھی ہے ضرور

قیس کا نقش قدم تک تو بیاباں میں نہیں

ہو گیا ذوق فزائے خلش یاد مژہ

کون کہتا ہے کہ لذت ترے پیکاں میں نہیں

دشت وحشت میں اڑے پھرتے ہیں آرام سے ہم

جو صفت ضعف میں ہے تخت سلیماں میں نہیں

سالک دہلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Taghayyur Mere Ahwal-e-pareshan Mein Nahin

Salik Dehlvi

kuchh taghayyur mere ahwal-e-pareshan mein nahin
aise aalam mein hun jo aalam-e-imkan mein nahin

subh-e-mahshar bhi dikhai nahin deti yarab
roz-e-bad bhi to nasib-e-shab-e-hijran mein nahin

wahshat-e-ishq ko sabit-qadami bhi hai zarur
qais ka naqsh-e-qadam tak to bayaban mein nahin

ho gaya zauq faza-e-KHalish-e-yaad-e-mizha
kaun kahta hai ki lazzat tere paikan mein nahin

dasht-e-wahshat mein uDe phirte hain aaram se hum
jo sifat zoaf mein hai taKHt-e-sulaiman mein nahin

(433) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Taghayyur Mere Ahwal-e-pareshan Mein Nahin written by Salik Dehlvi at UrduPoint. Kuchh Taghayyur Mere Ahwal-e-pareshan Mein Nahin is one of the masterpieces written by Salik Dehlvi. You can also find the complete poetry collection of Salik Dehlvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Salik Dehlvi' above.

Kuchh Taghayyur Mere Ahwal-e-pareshan Mein Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Taghayyur Mere Ahwal-e-pareshan Mein Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.