Har Aaftab-e-jahan Ki Kiran-kiran Mein Rahun, Urdu Ghazal By Saqib Tabassum Saqib

Har Aaftab-e-jahan Ki Kiran-kiran Mein Rahun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saqib Tabassum Saqib. Har Aaftab-e-jahan Ki Kiran-kiran Mein Rahun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Aaftab-e-jahan Ki Kiran-kiran Mein Rahun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر آفتاب جہاں کی کرن کرن میں رہوں

ثاقب تبسم ثاقب

ہر آفتاب جہاں کی کرن کرن میں رہوں

جہاں بھی جاؤں اجالوں کے پیرہن میں رہوں

میں تھا میں ہوں میں رہوں گا خدا کی مرضی سے

جہان روح میں اتروں کبھی بدن میں رہوں

وفور شوق نے توڑا حصار وصل و فراق

میں اب کہیں بھی رہوں تیری انجمن میں رہوں

مرا مزاج بدلتا ہے پیش منظر سے

میں دشت دشت پھروں اور چمن چمن میں رہوں

مری دعا ہے یہ ثاقبؔ حضور حق سے یہی

اگر جہاں میں رہوں تو تری لگن میں رہوں

ثاقب تبسم ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Aaftab-e-jahan Ki Kiran-kiran Mein Rahun

Saqib Tabassum Saqib

har aaftab-e-jahan ki kiran-kiran mein rahun
jahan bhi jaun ujalon ke pairahan mein rahun

main tha main hun main rahunga KHuda ki marzi se
jahan-e-ruh mein utrun kabhi badan mein rahun

wufur-e-shauq ne toDa hisar-e-wasl-o-firaq
main ab kahin bhi rahun teri anjuman mein rahun

mera mizaj badalta hai pesh-e-manzar se
main dasht-dasht phirun aur chaman-chaman mein rahun

meri dua hai ye 'saqib' huzur-e-haq se yahi
agar jahan mein rahun to teri lagan mein rahun

(239) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Aaftab-e-jahan Ki Kiran-kiran Mein Rahun written by Saqib Tabassum Saqib at UrduPoint. Har Aaftab-e-jahan Ki Kiran-kiran Mein Rahun is one of the masterpieces written by Saqib Tabassum Saqib. You can also find the complete poetry collection of Saqib Tabassum Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saqib Tabassum Saqib' above.

Har Aaftab-e-jahan Ki Kiran-kiran Mein Rahun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Aaftab-e-jahan Ki Kiran-kiran Mein Rahun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.