Tashkil Badar Ki Hai Kabhi Hai Hilal Ki, Urdu Ghazal By Sareer Kabiri

Tashkil Badar Ki Hai Kabhi Hai Hilal Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sareer Kabiri. Tashkil Badar Ki Hai Kabhi Hai Hilal Ki comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Tashkil Badar Ki Hai Kabhi Hai Hilal Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تشکیل بدر کی ہے کبھی ہے ہلال کی

سریر کابری

تشکیل بدر کی ہے کبھی ہے ہلال کی

دنیا ہے اک شبیہ عروج و زوال کی

پھولوں سے ہے لدی ہوئی ہر شاخ گلستاں

رکھ لی خدا نے آبرو دست زوال کی

جنت فروش حوروں کے دلال خرقہ پوش

کیا پوچھتے ہو واعظ فرخندہ فال کی

ان مہ وشوں کو پردے سے باہر نکال کے

دنیا مٹائی جاتی ہے حسن و جمال کی

مجھ کو ملا ہے وہ دل بے مدعا سریرؔ

جس کو غم فراق نہ حسرت وصال کی

سریر کابری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tashkil Badar Ki Hai Kabhi Hai Hilal Ki

Sareer Kabiri

tashkil badar ki hai kabhi hai hilal ki
duniya hai ek shabih uruj-o-zawal ki

phulon se hai ladi hui har shaKH-e-gulsitan
rakh li KHuda ne aabru dast-e-zawal ki

jannat-farosh huron ke dallal KHirqa-posh
kya puchhte ho waiz-e-farKHanda-fal ki

in mah-washon ko parde se bahar nikal ke
duniya miTai jati hai husn-o-jamal ki

mujh ko mila hai wo dil be-muddaa 'sarir'
jis ko gham-e-firaq na hasrat visal ki

(445) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tashkil Badar Ki Hai Kabhi Hai Hilal Ki written by Sareer Kabiri at UrduPoint. Tashkil Badar Ki Hai Kabhi Hai Hilal Ki is one of the masterpieces written by Sareer Kabiri. You can also find the complete poetry collection of Sareer Kabiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sareer Kabiri' above.

Tashkil Badar Ki Hai Kabhi Hai Hilal Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tashkil Badar Ki Hai Kabhi Hai Hilal Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.