Yan Ke Hone Ko Misalon Ki Zamin Chahiye Hai, Urdu Ghazal By Shah Husain Nahri

Yan Ke Hone Ko Misalon Ki Zamin Chahiye Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shah Husain Nahri. Yan Ke Hone Ko Misalon Ki Zamin Chahiye Hai comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Yan Ke Hone Ko Misalon Ki Zamin Chahiye Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یاں کے ہونے کو مثالوں کی زمیں چاہیے ہے

شاہ حسین نہری

یاں کے ہونے کو مثالوں کی زمیں چاہیے ہے

اس کی ہستی کو یہ تمثیل نہیں چاہیے ہے

ہر نشاں اس کا ہے دل میں بھی ہے جلوہ اس کا

ظاہر دیدہ کی تسکیں بھی کہیں چاہیے ہے

جو یہاں بھی ہے وہاں بھی ہے وہی ہے اچھا

کیوں کہیں اس کو بھی اچھا جو یہیں چاہے ہے

یادیں آباد زمانوں کی ہیں آباد اس میں

ہے خرابہ پہ اسے مجھ سا مکیں چاہیے ہے

کب سمندر نے بجھائی ہے کوئی پیاس یہاں

شور ہے شاہؔ یہ پیالہ ہی نہیں چاہیے ہے

شاہ حسین نہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yan Ke Hone Ko Misalon Ki Zamin Chahiye Hai

Shah Husain Nahri

yan ke hone ko misalon ki zamin chahiye hai
us ki hasti ko ye tamsil nahin chahiye hai

har nishan us ka hai dil mein bhi hai jalwa us ka
zahir-e-dida ki taskin bhi kahin chahiye hai

jo yahan bhi hai wahan bhi hai wahi hai achchha
kyun kahen us ko bhi achchha jo yahin chahe hai

yaaden aabaad zamanon ki hain aabaad us mein
hai KHaraba pe use mujh sa makin chahiye hai

kab samundar ne bujhai hai koi pyas yahan
shor hai 'shah' ye piyala hi nahin chahiye hai

(222) ووٹ وصول ہوئے

You can read Yan Ke Hone Ko Misalon Ki Zamin Chahiye Hai written by Shah Husain Nahri at UrduPoint. Yan Ke Hone Ko Misalon Ki Zamin Chahiye Hai is one of the masterpieces written by Shah Husain Nahri. You can also find the complete poetry collection of Shah Husain Nahri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shah Husain Nahri' above.

Yan Ke Hone Ko Misalon Ki Zamin Chahiye Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yan Ke Hone Ko Misalon Ki Zamin Chahiye Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.