Bhara Ghar Hai Koi Sahra Nahin Hai, Urdu Ghazal By Shahab Ashraf

Bhara Ghar Hai Koi Sahra Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahab Ashraf. Bhara Ghar Hai Koi Sahra Nahin Hai comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Bhara Ghar Hai Koi Sahra Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بھرا گھر ہے کوئی صحرا نہیں ہے

شہاب اشرف

بھرا گھر ہے کوئی صحرا نہیں ہے

یہاں لیکن کوئی اپنا نہیں ہے

غضب ہے ہو گیا برگد بھی ایندھن

بزرگوں کا کہیں سایہ نہیں ہے

مصیبت میں بھی دامان شرافت

ہمارے ہاتھ سے چھوٹا نہیں ہے

تماشائی ہوں یوں اپنے غموں کا

کہ جیسے درد و غم دیکھا نہیں ہے

محبت کی کرن پھوٹی ہے دل سے

کتابوں سے اسے سیکھا نہیں ہے

یہی احساس دل کو ڈس رہا ہے

تو میرا ہو کے بھی میرا نہیں ہے

شہابؔ اشعار تیرے پڑھ کے دیکھے

حقیقت ہے کوئی قصہ نہیں ہے

شہاب اشرف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bhara Ghar Hai Koi Sahra Nahin Hai

Shahab Ashraf

bhara ghar hai koi sahra nahin hai
yahan lekin koi apna nahin hai

ghazab hai ho gaya bargad bhi indhan
buzurgon ka kahin saya nahin hai

musibat mein bhi daman-e-sharafat
hamare hath se chhuTa nahin hai

tamashai hun yun apne ghamon ka
ki jaise dard-o-gham dekha nahin hai

mohabbat ki kiran phuTi hai dil se
kitabon se use sikha nahin hai

yahi ehsas dil ko Das raha hai
tu mera ho ke bhi mera nahin hai

'shahab' ashaar tere paDh ke dekhe
haqiqat hai koi qissa nahin hai

(427) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bhara Ghar Hai Koi Sahra Nahin Hai written by Shahab Ashraf at UrduPoint. Bhara Ghar Hai Koi Sahra Nahin Hai is one of the masterpieces written by Shahab Ashraf. You can also find the complete poetry collection of Shahab Ashraf by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahab Ashraf' above.

Bhara Ghar Hai Koi Sahra Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bhara Ghar Hai Koi Sahra Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.