Raat Hai Shahr-e-butan Hai Aur Hum, Urdu Ghazal By Shahid Ishqi

Raat Hai Shahr-e-butan Hai Aur Hum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Ishqi. Raat Hai Shahr-e-butan Hai Aur Hum comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Raat Hai Shahr-e-butan Hai Aur Hum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رات ہے شہر بتاں ہے اور ہم

شاہد عشقی

رات ہے شہر بتاں ہے اور ہم

آرزوئے بے کراں ہے اور ہم

کون گزرا ہے سر راہ خیال

دور تک اک کہکشاں ہے اور ہم

رات کی ڈھلتی جوانی کے رفیق

صرف اک پیر مغاں ہے اور ہم

بجھ چلے ہیں سارے یاروں کے چراغ

اب چراغوں کا دھواں ہے اور ہم

ہر زمانے میں ملی حق کو صلیب

یہ قمیص خوں چکاں ہے اور ہم

بے ستوں تقدیر ہر فرہاد ہے

اک مذاق خسرواں ہے اور ہم

جس میں جرأت ہو وہ مڑ کر دیکھ لے

ایک عمر رائیگاں ہے اور ہم

شاہد عشقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raat Hai Shahr-e-butan Hai Aur Hum

Shahid Ishqi

raat hai shahr-e-butan hai aur hum
aarzu-e-be-karan hai aur hum

kaun guzra hai sar-e-rah-e-KHayal
dur tak ek kahkashan hai aur hum

raat ki Dhalti jawani ke rafiq
sirf ek pir-e-mughan hai aur hum

bujh chale hain sare yaron ke charagh
ab charaghon ka dhuan hai aur hum

har zamane mein mili haq ko salib
ye qamis-e-KHun-chakan hai aur hum

be-sutun taqdir-e-har-farhad hai
ek mazaq-e-KHusrawan hai aur hum

jis mein jurat ho wo muD kar dekh le
ek umr-e-raegan hai aur hum

(455) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raat Hai Shahr-e-butan Hai Aur Hum written by Shahid Ishqi at UrduPoint. Raat Hai Shahr-e-butan Hai Aur Hum is one of the masterpieces written by Shahid Ishqi. You can also find the complete poetry collection of Shahid Ishqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Ishqi' above.

Raat Hai Shahr-e-butan Hai Aur Hum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raat Hai Shahr-e-butan Hai Aur Hum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.