Haq-bayani Ke Charaghon Ko Jala Kar Aa Gaya, Urdu Ghazal By Shahnawaz Ansari

Haq-bayani Ke Charaghon Ko Jala Kar Aa Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahnawaz Ansari. Haq-bayani Ke Charaghon Ko Jala Kar Aa Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haq-bayani Ke Charaghon Ko Jala Kar Aa Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حق بیانی کے چراغوں کو جلا کر آ گیا

شاہنواز انصاری

حق بیانی کے چراغوں کو جلا کر آ گیا

اس کے دل کو روشنی کا گھر بنا کر آ گیا

ایک دیوانہ جسے پیاسا سمجھتے تھے سبھی

وہ جھلستی ریت پہ دریا بہا کر آ گیا

تھا سکوں درکار مجھ کو خامشی کے شہر میں

اس لئے آواز مٹی میں دبا کر آ گیا

شرط تھی غرقاب ہونا ہاں مگر تیری رضا

پھر سمندر پر کوئی رستہ بنا کر آ گیا

ایک جگنو رقص کرتا تھا فصیل ہجر پر

اور میں پاگل چراغوں کو جلا کر آ گیا

شاہنواز انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haq-bayani Ke Charaghon Ko Jala Kar Aa Gaya

Shahnawaz Ansari

haq-bayani ke charaghon ko jala kar aa gaya
us ke dil ko raushni ka ghar bana kar aa gaya

ek diwana jise pyasa samajhte the sabhi
wo jhulasti ret pe dariya baha kar aa gaya

tha sakun darkar mujh ko KHamushi ke shahar mein
is liye aawaz miTTi mein daba kar aa gaya

shart thi gharqab hona han magar teri raza
phir samundar par koi rasta bana kar aa gaya

ek jugnu raqs karta tha fasil-e-hijr par
aur main pagal charaghon ko jala kar aa gaya

(440) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haq-bayani Ke Charaghon Ko Jala Kar Aa Gaya written by Shahnawaz Ansari at UrduPoint. Haq-bayani Ke Charaghon Ko Jala Kar Aa Gaya is one of the masterpieces written by Shahnawaz Ansari. You can also find the complete poetry collection of Shahnawaz Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahnawaz Ansari' above.

Haq-bayani Ke Charaghon Ko Jala Kar Aa Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haq-bayani Ke Charaghon Ko Jala Kar Aa Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.