Unki Surat Nazar Nahin Aati, Urdu Ghazal By Shankar Lal Shankar

Unki Surat Nazar Nahin Aati is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shankar Lal Shankar. Unki Surat Nazar Nahin Aati comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Unki Surat Nazar Nahin Aati on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان کی صورت نظر نہیں آتی

شنکر لال شنکر

ان کی صورت نظر نہیں آتی

شب غم کی سحر نہیں آتی

یوں تو گردش میں ہے نظر ان کی

ہم جدھر ہیں ادھر نہیں آتی

قتل بیمار کو کرو آ کر

چارہ سازی اگر نہیں آتی

آنے والی تو تھی مگر کب تک

موت کی کچھ خبر نہیں آتی

جمع ہیں میکدے میں متوالے

کیوں گھٹا جھوم کر نہیں آتی

کون سی وہ بلا ہے ہجر کی شب

جو مری جان پر نہیں آتی

جس گھڑی ہو بشر کو غم سے نجات

وہ گھڑی عمر بھر نہیں آتی

آج وہ یوں لڑے ہیں شنکرؔ سے

صلح ہوتی نظر نہیں آتی

شنکر لال شنکر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Unki Surat Nazar Nahin Aati

Shankar Lal Shankar

un ki surat nazar nahin aati
shab-e-gham ki sahar nahin aati

yun to gardish mein hai nazar un ki
hum jidhar hain udhar nahin aati

qatl bimar ko karo aa kar
chaara-sazi agar nahin aati

aane wali to thi magar kab tak
maut ki kuchh KHabar nahin aati

jama hain mai-kade mein matwale
kyun ghaTa jhum kar nahin aati

kaun si wo bala hai hijr ki shab
jo meri jaan par nahin aati

jis ghaDi ho bashar ko gham se najat
wo ghaDi umr bhar nahin aati

aaj wo yun laDe hain 'shankar' se
sulh hoti nazar nahin aati

(540) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Unki Surat Nazar Nahin Aati written by Shankar Lal Shankar at UrduPoint. Unki Surat Nazar Nahin Aati is one of the masterpieces written by Shankar Lal Shankar. You can also find the complete poetry collection of Shankar Lal Shankar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shankar Lal Shankar' above.

Unki Surat Nazar Nahin Aati is a widely read Urdu Ghazal. If you like Unki Surat Nazar Nahin Aati, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.