Maslahat Ke Zawiyon Se Kis Qadar Anjaan Hai, Urdu Ghazal By Shehpar Rasool

Maslahat Ke Zawiyon Se Kis Qadar Anjaan Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shehpar Rasool. Maslahat Ke Zawiyon Se Kis Qadar Anjaan Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Maslahat Ke Zawiyon Se Kis Qadar Anjaan Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مصلحت کے زاویوں سے کس قدر انجان ہے

شہپر رسول

مصلحت کے زاویوں سے کس قدر انجان ہے

آئینوں کے بیچ میں پتھر بہت حیران ہے

کوئی کیوں بنتا سر محفل تماشا صاحبو

سر اٹھا کر بولنا تو بس میری پہچان ہے

حامیوں کی بھیڑ پر اس راز کو افشا کرو

قافلے کے منتشر ہونے کا بھی امکان ہے

میرا رونا گڑگڑانا رائیگاں سب رائیگاں

آپ کا اک مسکرانا دائمی فرمان ہے

ریختہ کا اک نیا مجذوب ہے شہپرؔ رسول

شہرت اس کے نام پر اک ننگ ہے بہتان ہے

شہپر رسول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maslahat Ke Zawiyon Se Kis Qadar Anjaan Hai

Shehpar Rasool

maslahat ke zawiyon se kis qadar anjaan hai
aainon ke bich mein patthar bahut hairan hai

koi kyun banta sar-e-mahfil tamasha sahibo
sar uTha kar bolna to bas meri pahchan hai

hamiyon ki bhiD par is raaz ko ifsha karo
qafile ke muntashir hone ka bhi imkan hai

mera rona giDgiDana raegan sab raegan
aap ka ek muskurana daimi farman hai

reKHta ka ek naya majzub hai 'shahpar' rasul
shohrat us ke nam par ek nang hai bohtan hai

(405) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maslahat Ke Zawiyon Se Kis Qadar Anjaan Hai written by Shehpar Rasool at UrduPoint. Maslahat Ke Zawiyon Se Kis Qadar Anjaan Hai is one of the masterpieces written by Shehpar Rasool. You can also find the complete poetry collection of Shehpar Rasool by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shehpar Rasool' above.

Maslahat Ke Zawiyon Se Kis Qadar Anjaan Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maslahat Ke Zawiyon Se Kis Qadar Anjaan Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.