Na Aai Jis Ki Sahar Ek Raat Aisi Bhi, Urdu Ghazal By Subhash Pathak Ziya

Na Aai Jis Ki Sahar Ek Raat Aisi Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Subhash Pathak Ziya. Na Aai Jis Ki Sahar Ek Raat Aisi Bhi comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Aai Jis Ki Sahar Ek Raat Aisi Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ آئی جس کی سحر ایک رات ایسی بھی

سبھاش پاٹھک ضیا

نہ آئی جس کی سحر ایک رات ایسی بھی

گزار آئے مگر ایک رات ایسی بھی

ادھر گزرتی ہیں جیسے عذاب میں راتیں

گزرتی کاش ادھر ایک رات ایسی بھی

بجھا سکوں میں دیوں کو خوشی خوشی جس میں

تو میری نذر تو کر ایک رات ایسی بھی

جدا ہے دشت کی شب تیرے شہر کی شب سے

لے چل سمیٹ کے گھر ایک رات ایسی بھی

میں جانتا ہوں نہ نکلے گا رات میں سورج

میں چاہتا ہوں مگر ایک رات ایسی بھی

وہ جس میں آنکھ ہی خوابوں سے رشک کرتی تھی

ضیاؔ نے کی ہے بسر ایک رات ایسی بھی

سبھاش پاٹھک ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Aai Jis Ki Sahar Ek Raat Aisi Bhi

Subhash Pathak Ziya

na aai jis ki sahar ek raat aisi bhi
guzar aae magar ek raat aisi bhi

idhar guzarti hain jaise azab mein raaten
guzarti kash udhar ek raat aisi bhi

bujha sakun main diyon ko KHushi KHushi jis mein
tu meri nazr to kar ek raat aisi bhi

juda hai dasht ki shab tere shahr ki shab se
le chal sameT ke ghar ek raat aisi bhi

main jaanta hun na niklega raat mein suraj
main chahta hun magar ek raat aisi bhi

wo jis mein aankh hi KHwabon se rashk karti thi
'ziya' ne ki hai basar ek raat aisi bhi

(501) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Aai Jis Ki Sahar Ek Raat Aisi Bhi written by Subhash Pathak Ziya at UrduPoint. Na Aai Jis Ki Sahar Ek Raat Aisi Bhi is one of the masterpieces written by Subhash Pathak Ziya. You can also find the complete poetry collection of Subhash Pathak Ziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Subhash Pathak Ziya' above.

Na Aai Jis Ki Sahar Ek Raat Aisi Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Aai Jis Ki Sahar Ek Raat Aisi Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.