Bana Diya Hai Mujhe Bewafa Wafa Kar Ke, Urdu Ghazal By Sughra Sadaf

Bana Diya Hai Mujhe Bewafa Wafa Kar Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sughra Sadaf. Bana Diya Hai Mujhe Bewafa Wafa Kar Ke comes under the Sad, Bewafa, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Bana Diya Hai Mujhe Bewafa Wafa Kar Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بنا دیا ہے مجھے بے وفا وفا کر کے

صغری صدف

بنا دیا ہے مجھے بے وفا وفا کر کے

یہ کیا کیا ہے مرے درد کی دوا کر کے

میں آپ اپنی مخالف تھی اپنی دشمن تھی

مجھے ہی مجھ سے یہ اچھا کیا جدا کر کے

مرے جمال کو سنولا دیا بھلا کس نے

مری طرف مرے سورج کا آئنہ کر کے

سفر کے خواب بھرے دن چرا لیے اس نے

کچھ اور کم مری منزل کا راستہ کر کے

یہ لوگ کیا مرے بارے میں سوچتے ہوں گے

میں سوچتی ہوں ہر اک سے ترا پتا کر کے

بیان کر نہ سکی حال دل صدفؔ ورنہ

چلی گئی تھی گلی تک تو حوصلہ کر کے

صغری صدف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bana Diya Hai Mujhe Bewafa Wafa Kar Ke

Sughra Sadaf

bana diya hai mujhe bewafa wafa kar ke
ye kya kiya hai mere dard ki dawa kar ke

main aap apni muKHalif thi apni dushman thi
mujhe hi mujh se ye achchha kiya juda kar ke

mere jamal ko sanwla diya bhala kis ne
meri taraf mere suraj ka aaina kar ke

safar ke KHwab bhare-din chura liye us ne
kuchh aur kam meri manzil ka rasta kar ke

ye log kya mere bare mein sochte honge
main sochti hun har ek se tera pata kar ke

bayan kar na saki haal-e-dil 'sadaf' warna
chali gai thi gali tak to hausla kar ke

(877) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bana Diya Hai Mujhe Bewafa Wafa Kar Ke written by Sughra Sadaf at UrduPoint. Bana Diya Hai Mujhe Bewafa Wafa Kar Ke is one of the masterpieces written by Sughra Sadaf. You can also find the complete poetry collection of Sughra Sadaf by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sughra Sadaf' above.

Bana Diya Hai Mujhe Bewafa Wafa Kar Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bana Diya Hai Mujhe Bewafa Wafa Kar Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.