Main KHizan Ko Bahaar Karta Hun, Urdu Ghazal By Sultan Ul Hassan Farooqi

Main KHizan Ko Bahaar Karta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sultan Ul Hassan Farooqi. Main KHizan Ko Bahaar Karta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main KHizan Ko Bahaar Karta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں خزاں کو بہار کرتا ہوں

سلطان الحسن فاروقی

میں خزاں کو بہار کرتا ہوں

جبر کو اختیار کرتا ہوں

موت کی طرح کاش برحق ہو

جس کا میں انتظار کرتا ہوں

عہد و پیمان پر نہیں لیکن

آپ پر اعتبار کرتا ہوں

جو کرے یاد دشمنی میں بھی

ایسے دشمن کو پیار کرتا ہوں

اپنے ذرات کو خیالوں کے

گوہر آب دار کرتا ہوں

دل نشیں مختصر سلیس آساں

شاعری با وقار کرتا ہوں

سلطان الحسن فاروقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main KHizan Ko Bahaar Karta Hun

Sultan Ul Hassan Farooqi

main KHizan ko bahaar karta hun
jabr ko iKHtiyar karta hun

maut ki tarah kash bar-haq ho
jis ka main intizar karta hun

ahd-o-paiman par nahin lekin
aap par e'tibar karta hun

jo kare yaad dushmani mein bhi
aise dushman ko pyar karta hun

apne zarraat ko KHayalon ke
gauhar-e-ab-dar karta hun

dil-nashin muKHtasar salis aasan
shaeri ba-waqar karta hun

(656) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main KHizan Ko Bahaar Karta Hun written by Sultan Ul Hassan Farooqi at UrduPoint. Main KHizan Ko Bahaar Karta Hun is one of the masterpieces written by Sultan Ul Hassan Farooqi. You can also find the complete poetry collection of Sultan Ul Hassan Farooqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sultan Ul Hassan Farooqi' above.

Main KHizan Ko Bahaar Karta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main KHizan Ko Bahaar Karta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.