Uski Yaad Mein, Urdu Nazam By Syed Javed Akhtar

Uski Yaad Mein is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Syed Javed Akhtar. Uski Yaad Mein comes under the Sad category of Urdu Nazam. You can read Uski Yaad Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کی یاد میں

سید جاوید اختر

مجھے جس کو دیکھے ہوئے

آج ہے سولہواں دن

گھڑی در گھڑی یاد اس کی

مرے ذہن میں دائرے بن رہی ہے

کہ جیسے کسی سبز و شاداب وادی کی پہنائیوں میں

ہو اک چشمۂ آب حیواں

مسلسل گریں جس میں کنکر

بنیں نغمۂ موج کی تال پر ننھے منے ہیولے

بنیں بن کے بکھریں بکھر کے بنیں

فقط سولہواں روز ہے اور میں

اس کی یادوں کے قلعے میں محصور ہوں اس طرح

جس طرح چشم یعقوب میں

اس کے بیٹے کی صورت منقش ہوئی تھی

سید جاوید اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Uski Yaad Mein

Syed Javed Akhtar

mujhe jis ko dekhe hue
aaj hai solahwan din
ghaDi-dar-ghaDi yaad us ki
mere zehn mein daere bun rahi hai
ki jaise kisi sabz-o-shadab wadi ki pahnaiyon mein
ho ek chashma-e-ab-e-haiwan
musalsal giren jis mein kankar
banen naghma-e-mauj ki tal par nanhe munne hayule
banen ban ke bikhren bikhar ke banen
faqat solahwan roz hai aur main
us ki yaadon ke qile mein mahsur hun is tarah
jis tarah chashm-e-yaqub mein
us ke beTe ki surat munaqqash hui thi

(340) ووٹ وصول ہوئے

You can read Uski Yaad Mein written by Syed Javed Akhtar at UrduPoint. Uski Yaad Mein is one of the masterpieces written by Syed Javed Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Syed Javed Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Javed Akhtar' above.

Uski Yaad Mein is a widely read Urdu Nazam. If you like Uski Yaad Mein, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.