Usne Mujhe Salam Kiya Lam Ke Baghair, Urdu Ghazal By Syed Salman Gilani

Usne Mujhe Salam Kiya Lam Ke Baghair is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Salman Gilani. Usne Mujhe Salam Kiya Lam Ke Baghair comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Usne Mujhe Salam Kiya Lam Ke Baghair on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس نے مجھے سلام کیا لام کے بغیر

سید سلمان گیلانی

اس نے مجھے سلام کیا لام کے بغیر

یہ بد دعا تھی مجھ کو مرے نام کے بغیر

ہر روز ماں کا چہرہ میں تکتا ہوں پیار سے

ہر روز حج میں کرتا ہوں احرام کے بغیر

اک میں ہوں میری آنکھ میں آنسو ہیں صبح صبح

دنیا دئیے جلاتی نہیں شام کے بغیر

ساقی یہ تیری مست نگاہی کا فیض ہے

پیتا ہوں میں شراب مگر جام کے بغیر

گیلانیؔ ایسے دوست کا بے دام ہوں غلام

مجھ سے جو ملنے آئے کسی کام کے بغیر

سید سلمان گیلانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Usne Mujhe Salam Kiya Lam Ke Baghair

Syed Salman Gilani

us ne mujhe salam kiya lam ke baghair
ye baddua thi mujh ko mere nam ke baghair

har roz man ka chehra mein takta hun pyar se
har roz haj main karta hun ehram ke baghair

ek main hun meri aankh mein aansu hain subh subh
duniya diye jalati nahin sham ke baghair

saqi ye teri mast-nigahi ka faiz hai
pita hun main sharab magar jam ke baghair

'gilani' aise dost ka be-dam hun ghulam
mujh se jo milne aae kisi kaam ke baghair

(727) ووٹ وصول ہوئے

You can read Usne Mujhe Salam Kiya Lam Ke Baghair written by Syed Salman Gilani at UrduPoint. Usne Mujhe Salam Kiya Lam Ke Baghair is one of the masterpieces written by Syed Salman Gilani. You can also find the complete poetry collection of Syed Salman Gilani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Salman Gilani' above.

Usne Mujhe Salam Kiya Lam Ke Baghair is a widely read Urdu Ghazal. If you like Usne Mujhe Salam Kiya Lam Ke Baghair, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.