Kar Chuki Gham Se Sarfaraaz Mujhe, Urdu Ghazal By Syed Shafaq Shah Chishti

Kar Chuki Gham Se Sarfaraaz Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Shafaq Shah Chishti. Kar Chuki Gham Se Sarfaraaz Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kar Chuki Gham Se Sarfaraaz Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کر چکی غم سے سرفراز مجھے

سید شفق شاہ چشتی

کر چکی غم سے سرفراز مجھے

بھول جا اے نگاہ ناز مجھے

پھوٹ جائیں نہ آبلے دل کے

نہ ستا میرے غم نواز مجھے

کب تک آخر لہو رلائے گا

تیرا حسن کرشمہ ساز مجھے

کون اب خاک چھانے در در کی

کھینچ لے نقش پائے ناز مجھے

رگ جاں سے قریب ہو کے بھی

نہ کیا آشنائے راز مجھے

کون اپنا ہے کون بیگانہ

ہاں کبھی تھا یہ امتیاز مجھے

اے شفقؔ ان کی بے نیازی نے

کر دیا خود سے بے نیاز مجھے

سید شفق شاہ چشتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kar Chuki Gham Se Sarfaraaz Mujhe

Syed Shafaq Shah Chishti

kar chuki gham se sarfaraaz mujhe
bhul ja ai nigah-e-naz mujhe

phuT jaen na aable dil ke
na sata mere gham-nawaz mujhe

kab tak aaKHir lahu rulaega
tera husn-e-karishma-saz mujhe

kaun ab KHak chhane dar-dar ki
khinch le naqsh-e-pa-e-naz mujhe

rag-e-jaan se qarib ho ke bhi
na kiya aashna-e-raaz mujhe

kaun apna hai kaun begana
han kabhi tha ye imtiyaz mujhe

ai 'shafaq' un ki be-niyazi ne
kar diya KHud se be-niyaz mujhe

(302) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kar Chuki Gham Se Sarfaraaz Mujhe written by Syed Shafaq Shah Chishti at UrduPoint. Kar Chuki Gham Se Sarfaraaz Mujhe is one of the masterpieces written by Syed Shafaq Shah Chishti. You can also find the complete poetry collection of Syed Shafaq Shah Chishti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Shafaq Shah Chishti' above.

Kar Chuki Gham Se Sarfaraaz Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kar Chuki Gham Se Sarfaraaz Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.