Meri Har Guftugu Tauhid Ki Hai, Urdu Ghazal By Syed Sohaib Hashmi

Meri Har Guftugu Tauhid Ki Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Sohaib Hashmi. Meri Har Guftugu Tauhid Ki Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Har Guftugu Tauhid Ki Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مری ہر گفتگو توحید کی ہے

سید صہیب ہاشمی

مری ہر گفتگو توحید کی ہے

سو میں نے عشق کی تائید کی ہے

کبھی گزرے ہو کیا تم کربلا سے

کبھی شبیر کی تقلید کی ہے

یہاں جو روشنی ہے چار جانب

سناں پر بولتے خورشید کی ہے

لہو کا رنگ ڈالا ہے غزل میں

دروں کے سوز کی تجدید کی ہے

حسد سے زنگ لگتا ہے دلوں کو

یہی اک دوست نے تاکید کی ہے

جسے مجھ سے محبت ہی نہیں تھی

اسی نے خیر سے تردید کی ہے

خزاں کا درد سینے سے لگا کر

وصال یار کی امید کی ہے

صہیبؔ ایسی خبر نے آ لیا ہے

کہ میں نے نظم میں تجرید کی ہے

سید صہیب ہاشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Har Guftugu Tauhid Ki Hai

Syed Sohaib Hashmi

meri har guftugu tauhid ki hai
so main ne ishq ki taid ki hai

kabhi guzre ho kya tum karbala se
kabhi shabbir ki taqlid ki hai

yahan jo raushni hai chaar jaanib
sinan par bolte KHurshid ki hai

lahu ka rang Dala hai ghazal mein
darun ke soz ki tajdid ki hai

hasad se zang lagta hai dilon ko
yahi ek dost ne takid ki hai

jise mujh se mohabbat hi nahin thi
usi ne KHair se tardid ki hai

KHizan ka dard sine se laga kar
visal-e-yar ki ummid ki hai

'suhaib' aisi KHabar ne aa liya hai
ki main ne nazm mein tajrid ki hai

(457) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Har Guftugu Tauhid Ki Hai written by Syed Sohaib Hashmi at UrduPoint. Meri Har Guftugu Tauhid Ki Hai is one of the masterpieces written by Syed Sohaib Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Syed Sohaib Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Sohaib Hashmi' above.

Meri Har Guftugu Tauhid Ki Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Har Guftugu Tauhid Ki Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.