Gham Se Jab Faizyab Hota Hai, Urdu Ghazal By Tahavvur Ali Zaidi

Gham Se Jab Faizyab Hota Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tahavvur Ali Zaidi. Gham Se Jab Faizyab Hota Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham Se Jab Faizyab Hota Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم سے جب فیضیاب ہوتا ہے

تہور علی زیدی

غم سے جب فیضیاب ہوتا ہے

دل بشکل رباب ہوتا ہے

عشق جب ہم رکاب ہوتا ہے

ہر قدم کامیاب ہوتا ہے

دیدۂ شوق کیوں ہے محو جمال

حسن مثل سراب ہوتا ہے

لے چلا تو ہے ان کی بزم میں دل

دیکھیے باریاب ہوتا ہے

کتنے ہی وہ قریب ہوں زیدیؔ

اجتناب اجتناب ہوتا ہے

تہور علی زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham Se Jab Faizyab Hota Hai

Tahavvur Ali Zaidi

gham se jab faizyab hota hai
dil ba-shakl-e-rabab hota hai

ishq jab ham-rikab hota hai
har qadam kaamyab hota hai

dida-e-shauq kyon hai mahw-e-jamal
husn misl-e-sarab hota hai

le chala to hai un ki bazm mein dil
dekhiye baryab hota hai

kitne hi wo qarib hon 'zaidi'
ijtinab ijtinab hota hai

(309) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham Se Jab Faizyab Hota Hai written by Tahavvur Ali Zaidi at UrduPoint. Gham Se Jab Faizyab Hota Hai is one of the masterpieces written by Tahavvur Ali Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Tahavvur Ali Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tahavvur Ali Zaidi' above.

Gham Se Jab Faizyab Hota Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham Se Jab Faizyab Hota Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.