Mera Gham Sari Kaenat Ka Gham, Urdu Ghazal By Tariq Rashid Darvesh

Mera Gham Sari Kaenat Ka Gham is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tariq Rashid Darvesh. Mera Gham Sari Kaenat Ka Gham comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Mera Gham Sari Kaenat Ka Gham on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرا غم ساری کائنات کا غم

طارق رشید درویش

میرا غم ساری کائنات کا غم

میں نہیں جانتا نجات کا غم

جن کی خاطر یہ عمر گزری ہے

ان کو ہوتا ہے بات بات کا غم

میں تو ہارا ہوں جیت کر تم کو

کیا مٹے گا کبھی یہ مات کا غم

اب تو ہوں میں مشین کا پرزہ

ہے کہاں مجھ کو اپنی ذات کا غم

خواہشوں کے غلام ہیں ہم سب

پھر بھی ہم کو ہے خواہشات کا غم

طارق رشید درویش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mera Gham Sari Kaenat Ka Gham

Tariq Rashid Darvesh

mera gham sari kaenat ka gham
main nahin jaanta najat ka gham

jin ki KHatir ye umr guzri hai
un ko hota hai baat baat ka gham

main to haara hun jit kar tum ko
kya miTega kabhi ye mat ka gham

ab to hun main machine ka purza
hai kahan mujh ko apni zat ka gham

KHwahishon ke ghulam hain hum sab
phir bhi hum ko hai KHwahishat ka gham

(324) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mera Gham Sari Kaenat Ka Gham written by Tariq Rashid Darvesh at UrduPoint. Mera Gham Sari Kaenat Ka Gham is one of the masterpieces written by Tariq Rashid Darvesh. You can also find the complete poetry collection of Tariq Rashid Darvesh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tariq Rashid Darvesh' above.

Mera Gham Sari Kaenat Ka Gham is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mera Gham Sari Kaenat Ka Gham, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.