Koi Nazar Ho Aqida Bahut Zaruri Hai, Urdu Ghazal By Vaqar Siddiqui

Koi Nazar Ho Aqida Bahut Zaruri Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Vaqar Siddiqui. Koi Nazar Ho Aqida Bahut Zaruri Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi Nazar Ho Aqida Bahut Zaruri Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی نظر ہو عقیدہ بہت ضروری ہے

وقار صدیقی

کوئی نظر ہو عقیدہ بہت ضروری ہے

عمل پہ اپنے بھروسا بہت ضروری ہے

گھروں سے دور نکلنا بہت ضروری ہے

یہ کام عزم و عمل کا بہت ضروری ہے

لہو میں ڈوبے ہوئے احتجاج کرتے ہوئے

سڑک سڑک سے گزرنا بہت ضروری ہے

تو اپنے سامنے پردہ نہ ڈال منہ نہ چھپا

ترا سماج سے رشتہ بہت ضروری ہے

تمہیں خبر ہے سفیران انقلاب ہو تم

تمہارے ہاتھ میں تیشہ بہت ضروری ہے

وقارؔ میں نے کسی کو نہیں بلایا وہاں

جہاں لگا کہ سہارا بہت ضروری ہے

وقار صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Nazar Ho Aqida Bahut Zaruri Hai

Vaqar Siddiqui

koi nazar ho aqida bahut zaruri hai
amal pe apne bharosa bahut zaruri hai

gharon se dur nikalna bahut zaruri hai
ye kaam azm-o-amal ka bahut zaruri hai

lahu mein Dube hue ehtijaj karte hue
saDak saDak se guzarna bahut zaruri hai

tu apne samne parda na Dal munh na chhupa
tera samaj se rishta bahut zaruri hai

tumhein KHabar hai safiran-e-inqilab ho tum
tumhaare hath mein tesha bahut zaruri hai

'waqar' main ne kisi ko nahin bulaya wahan
jahan laga ki sahaara bahut zaruri hai

(242) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Nazar Ho Aqida Bahut Zaruri Hai written by Vaqar Siddiqui at UrduPoint. Koi Nazar Ho Aqida Bahut Zaruri Hai is one of the masterpieces written by Vaqar Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Vaqar Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Vaqar Siddiqui' above.

Koi Nazar Ho Aqida Bahut Zaruri Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Nazar Ho Aqida Bahut Zaruri Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.