Sochte Rahna Shab-e-gham Mein Izafat Karna, Urdu Ghazal By Varun Gagneja Wahid

Sochte Rahna Shab-e-gham Mein Izafat Karna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Varun Gagneja Wahid. Sochte Rahna Shab-e-gham Mein Izafat Karna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sochte Rahna Shab-e-gham Mein Izafat Karna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سوچتے رہنا شب غم میں اضافت کرنا

ورن گگنیجہ واحد

سوچتے رہنا شب غم میں اضافت کرنا

ہے دیا بن کے ہواؤں سے محبت کرنا

ہم کو اس میں بھی زیارت کا مزہ ملتا ہے

بیٹھے رہنا ترے چہرے کی تلاوت کرنا

اس کی فرقت میں خود اپنے میں میں کھو جاتا ہوں

اس کو کہتے ہیں امانت میں خیانت کرنا

حسن جاناں پہ کچھ ایسی تھی جوانی آئی

پڑ گیا ہم کو رفیقوں سے رقابت کرنا

ہم نے پائی ہے وراثت میں یہ عادت واحدؔ

اس زمانے میں بھی لوگوں سے محبت کرنا

ورن گگنیجہ واحد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sochte Rahna Shab-e-gham Mein Izafat Karna

Varun Gagneja Wahid

sochte rahna shab-e-gham mein izafat karna
hai diya ban ke hawaon se mohabbat karna

hum ko is mein bhi ziyarat ka maza milta hai
baiThe rahna tere chehre ki tilawat karna

us ki furqat mein KHud apne mein main kho jata hun
is ko kahte hain amanat mein KHayanat karna

husn-e-jaanan pe kuchh aisi thi jawani aai
paD gaya hum ko rafiqon se raqabat karna

hum ne pai hai wirasat mein ye aadat 'wahid'
is zamane mein bhi logon se mohabbat karna

(207) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sochte Rahna Shab-e-gham Mein Izafat Karna written by Varun Gagneja Wahid at UrduPoint. Sochte Rahna Shab-e-gham Mein Izafat Karna is one of the masterpieces written by Varun Gagneja Wahid. You can also find the complete poetry collection of Varun Gagneja Wahid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Varun Gagneja Wahid' above.

Sochte Rahna Shab-e-gham Mein Izafat Karna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sochte Rahna Shab-e-gham Mein Izafat Karna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.