Kya Zamin Kya Aasman Kuchh Bhi Nahin, Urdu Ghazal By Aafaque Siddiqui

Kya Zamin Kya Aasman Kuchh Bhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aafaque Siddiqui. Kya Zamin Kya Aasman Kuchh Bhi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kya Zamin Kya Aasman Kuchh Bhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا زمیں کیا آسماں کچھ بھی نہیں

آفاق صدیقی

کیا زمیں کیا آسماں کچھ بھی نہیں

ہم نہ ہوں تو یہ جہاں کچھ بھی نہیں

دیدہ و دل کی رفاقت کے بغیر

فصل گل ہو یا خزاں کچھ بھی نہیں

پتھروں میں ہم بھی پتھر ہو گئے

اب غم سود و زیاں کچھ بھی نہیں

کیا قیامت ہے کہ اپنے دیس میں

اعتبار جسم و جاں کچھ بھی نہیں

کیسے کیسے سر کشیدہ لوگ تھے

جن کا اب نام و نشاں کچھ بھی نہیں

ایک احساس محبت کے سوا

حاصل عمر رواں کچھ بھی نہیں

کوئی موضوع سخن ہی جب نہ ہو

صرف انداز بیاں کچھ بھی نہیں

آفاق صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya Zamin Kya Aasman Kuchh Bhi Nahin

Aafaque Siddiqui

kya zamin kya aasman kuchh bhi nahin
hum na hon to ye jahan kuchh bhi nahin

dida-o-dil ki rifaqat ke baghair
fasl-e-gul ho ya KHizan kuchh bhi nahin

pattharon mein hum bhi patthar ho gae
ab gham-e-sud-o-ziyan kuchh bhi nahin

kya qayamat hai ki apne des mein
e'tibar-e-jism-o-jaan kuchh bhi nahin

kaise kaise sar-kashida log the
jin ka ab nam-o-nishan kuchh bhi nahin

ek ehsas-e-mohabbat ke siwa
hasil-e-umr-e-rawan kuchh bhi nahin

koi mauzu-e-suKHan hi jab na ho
sirf andaz-e-bayan kuchh bhi nahin

(1664) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kya Zamin Kya Aasman Kuchh Bhi Nahin written by Aafaque Siddiqui at UrduPoint. Kya Zamin Kya Aasman Kuchh Bhi Nahin is one of the masterpieces written by Aafaque Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Aafaque Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aafaque Siddiqui' above.

Kya Zamin Kya Aasman Kuchh Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya Zamin Kya Aasman Kuchh Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.