Aazmaish Mein KaTi Kuchh Imtihanon Mein Rahi, Urdu Ghazal By Aanand Saroop Anjum

Aazmaish Mein KaTi Kuchh Imtihanon Mein Rahi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aanand Saroop Anjum. Aazmaish Mein KaTi Kuchh Imtihanon Mein Rahi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aazmaish Mein KaTi Kuchh Imtihanon Mein Rahi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آزمائش میں کٹی کچھ امتحانوں میں رہی

آنند سروپ انجم

آزمائش میں کٹی کچھ امتحانوں میں رہی

زندگی کن راستوں میں کن ٹھکانوں میں رہی

وہ تو اک ہلکی سی دستک دے کے رخصت ہو گیا

اک صدا رس گھولتی دن رات کانوں میں رہی

لکھ گئی اپنے گھروں میں ایک کرب ناتمام

زندگی گویا ہمارے مہربانوں میں رہی

مٹ گئیں آنگن میں ساری کھیلتی پرچھائیاں

ایک بے کیفی مسلسل آشیانوں میں رہی

وہ زمیں کی سرحدوں میں ہی رہا انجمؔ مقیم

کیوں تلاش انسان کو پھر آسمانوں میں رہی

آنند سروپ انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aazmaish Mein KaTi Kuchh Imtihanon Mein Rahi

Aanand Saroop Anjum

aazmaish mein kaTi kuchh imtihanon mein rahi
zindagi kin raston mein kin Thikanon mein rahi

wo to ek halki si dastak de ke ruKHsat ho gaya
ek sada ras gholti din-raat kanon mein rahi

likh gai apne gharon mein ek karb-e-na-tamam
zindagi goya hamare mehrbanon mein rahi

miT gain aangan mein sari khelti parchhaiyan
ek be-kaifi musalsal aashiyanon mein rahi

wo zamin ki sarhadon mein hi raha 'anjum' muqim
kyun talash insan ko phir aasmanon mein rahi

(1421) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aazmaish Mein KaTi Kuchh Imtihanon Mein Rahi written by Aanand Saroop Anjum at UrduPoint. Aazmaish Mein KaTi Kuchh Imtihanon Mein Rahi is one of the masterpieces written by Aanand Saroop Anjum. You can also find the complete poetry collection of Aanand Saroop Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aanand Saroop Anjum' above.

Aazmaish Mein KaTi Kuchh Imtihanon Mein Rahi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aazmaish Mein KaTi Kuchh Imtihanon Mein Rahi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.