KHak Sahra Mein UDati Hai Ye Diwani Hawa, Urdu Ghazal By Aasi Faiqi

KHak Sahra Mein UDati Hai Ye Diwani Hawa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aasi Faiqi. KHak Sahra Mein UDati Hai Ye Diwani Hawa comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read KHak Sahra Mein UDati Hai Ye Diwani Hawa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خاک صحرا میں اڑاتی ہے یہ دیوانی ہوا

عاصی فائقی

خاک صحرا میں اڑاتی ہے یہ دیوانی ہوا

اور بہاروں میں کرے گی چاک دامانی ہوا

پیڑ اکھڑے گھر گرے آندھی چلی چھپر اڑے

چل پڑی جس وقت آبادی میں دیوانی ہوا

گرمیوں میں مضطرب تھے لوگ پانی کے لیے

بادلوں کو کر گئی برسات میں پانی ہوا

یوں ہوا محسوس پتوں کے کھڑکنے سے مجھے

چپکے چپکے کرتی ہے اوراق گردانی ہوا

روشنی ہی روشنی ہوتی جہاں میں ہر طرف

گر چراغوں کی کیا کرتی نگہبانی ہوا

ہائے پھر جذبات آسیؔ کو ہوا دینے لگے

دل کے دریا میں کہیں لائے نہ طغیانی ہوا

عاصی فائقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHak Sahra Mein UDati Hai Ye Diwani Hawa

Aasi Faiqi

KHak sahra mein uDati hai ye diwani hawa
aur bahaaron mein karegi chaak-damani hawa

peD ukhDe ghar gire aandhi chali chhappar uDe
chal paDi jis waqt aabaadi mein diwani hawa

garmiyon mein muztarib the log pani ke liye
baadalon ko kar gai barsat mein pani hawa

yun hua mahsus patton ke khaDakne se mujhe
chupke chupke karti hai auraq-gardani hawa

raushni hi raushni hoti jahan mein har taraf
gar charaghon ki kiya karti nigahbani hawa

hae phir jazbaat 'asi' ko hawa dene lage
dil ke dariya mein kahin lae na tughyani hawa

(902) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHak Sahra Mein UDati Hai Ye Diwani Hawa written by Aasi Faiqi at UrduPoint. KHak Sahra Mein UDati Hai Ye Diwani Hawa is one of the masterpieces written by Aasi Faiqi. You can also find the complete poetry collection of Aasi Faiqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aasi Faiqi' above.

KHak Sahra Mein UDati Hai Ye Diwani Hawa is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHak Sahra Mein UDati Hai Ye Diwani Hawa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.