Zindagi Ka Koi Bhi Ishaara Nahin, Urdu Ghazal By Abbas Mumtaz

Zindagi Ka Koi Bhi Ishaara Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abbas Mumtaz. Zindagi Ka Koi Bhi Ishaara Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zindagi Ka Koi Bhi Ishaara Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندگی کا کوئی بھی اشارہ نہیں

عباس ممتاز

زندگی کا کوئی بھی اشارہ نہیں

کوئی جگنو نہیں کوئی تارا نہیں

مہرباں جانے کب کس پہ ہو جائے یہ

زندگی پر کسی کا اجارہ نہیں

جیت کی دھن مجھے کس طرف لے گئی

ہارنے کے سوا کوئی چارہ نہیں

پہلے جس کے لیے دل دھڑکتا رہا

وہ کبھی تھا مگر اب ہمارا نہیں

میرے چاروں طرف لوگ ہی لوگ ہیں

کوئی اپنا نہیں کوئی پیارا نہیں

عباس ممتاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindagi Ka Koi Bhi Ishaara Nahin

Abbas Mumtaz

zindagi ka koi bhi ishaara nahin
koi jugnu nahin koi tara nahin

mehrban jaane kab kis pe ho jae ye
zindagi par kisi ka ijara nahin

jit ki dhun mujhe kis taraf le gai
haarne ke siwa koi chaara nahin

pahle jis ke liye dil dhaDakta raha
wo kabhi tha magar ab hamara nahin

mere chaaron taraf log hi log hain
koi apna nahin koi pyara nahin

(414) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindagi Ka Koi Bhi Ishaara Nahin written by Abbas Mumtaz at UrduPoint. Zindagi Ka Koi Bhi Ishaara Nahin is one of the masterpieces written by Abbas Mumtaz. You can also find the complete poetry collection of Abbas Mumtaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abbas Mumtaz' above.

Zindagi Ka Koi Bhi Ishaara Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zindagi Ka Koi Bhi Ishaara Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.