Charagh Jal Bhi Raha Hai Hawa Ka Dar Bhi Hai, Urdu Ghazal By Abdullah Nadeem

Charagh Jal Bhi Raha Hai Hawa Ka Dar Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdullah Nadeem. Charagh Jal Bhi Raha Hai Hawa Ka Dar Bhi Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Charagh Jal Bhi Raha Hai Hawa Ka Dar Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چراغ جل بھی رہا ہے ہوا کا ڈر بھی ہے

عبداللہ ندیم

چراغ جل بھی رہا ہے ہوا کا ڈر بھی ہے

مری دعاؤں پہ لیکن تری نظر بھی ہے

گھروں کو پھونکنے والے ذرا یہ دیکھ بھی لے

اسی گلی میں سنا ہے کہ تیرا گھر بھی ہے

میں گھر سے نکلوں تو بے خوف ہو نکلتا ہوں

کہ میری ماں کی دعا میری ہم سفر بھی ہے

ابھی سے فتنۂ دنیا سے ڈر گئے یارو

ابھی تو فتنۂ افلاک کی خبر بھی ہے

اسی کے پیار سے روشن ہے زندگی میری

اسی کے پیار سے لیکن بہت سا ڈر بھی ہے

ندیمؔ آس میں بیٹھے کہ پھر سے جی اٹھیں

کہ اس کے ہاتھ میں سنتے ہیں یہ ہنر بھی ہے

عبداللہ ندیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Charagh Jal Bhi Raha Hai Hawa Ka Dar Bhi Hai

Abdullah Nadeem

charagh jal bhi raha hai hawa ka Dar bhi hai
meri duaon pe lekin teri nazar bhi hai

gharon ko phunkne wale zara ye dekh bhi le
usi gali mein suna hai ki tera ghar bhi hai

main ghar se niklun to be-KHauf ho nikalta hun
ki meri man ki dua meri ham-safar bhi hai

abhi se fitna-e-duniya se Dar gae yaro
abhi to fitna-e-aflak ki KHabar bhi hai

usi ke pyar se raushan hai zindagi meri
usi ke pyar se lekin bahut sa Dar bhi hai

'nadim' aas mein baiThe ki phir se ji uTThen
ki us ke hath mein sunte hain ye hunar bhi hai

(816) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Charagh Jal Bhi Raha Hai Hawa Ka Dar Bhi Hai written by Abdullah Nadeem at UrduPoint. Charagh Jal Bhi Raha Hai Hawa Ka Dar Bhi Hai is one of the masterpieces written by Abdullah Nadeem. You can also find the complete poetry collection of Abdullah Nadeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdullah Nadeem' above.

Charagh Jal Bhi Raha Hai Hawa Ka Dar Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Charagh Jal Bhi Raha Hai Hawa Ka Dar Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.