PaDe Hain Mast Bhi Saqi Ayagh Ke Nazdik, Urdu Ghazal By Abdullla Khan Mehr Lakhnavi

PaDe Hain Mast Bhi Saqi Ayagh Ke Nazdik is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdullla Khan Mehr Lakhnavi. PaDe Hain Mast Bhi Saqi Ayagh Ke Nazdik comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read PaDe Hain Mast Bhi Saqi Ayagh Ke Nazdik on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پڑے ہیں مست بھی ساقی ایاغ کے نزدیک

عبداللہ خاں مہر لکھنوی

پڑے ہیں مست بھی ساقی ایاغ کے نزدیک

ہجوم پر ہیں پتنگے چراغ کے نزدیک

ہمارے اشک مٹاتے ہیں داغ دل کی بہار

یہ آب شور کی نہریں ہیں باغ کے نزدیک

صفائی یار سے میلے میں ہو گئی اپنی

ملال دور ہوا عیش باغ کے نزدیک

وہ دل جلے ہیں کہ آئے مہرؔ ٹھنڈا کرنے کو

ہوا نہ آ کے ہمارے چراغ کے نزدیک

عبداللہ خاں مہر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

PaDe Hain Mast Bhi Saqi Ayagh Ke Nazdik

Abdullla Khan Mehr Lakhnavi

paDe hain mast bhi saqi ayagh ke nazdik
hujum par hain patange charagh ke nazdik

hamare ashk miTate hain dagh-e-dil ki bahaar
ye aab-e-shor ki nahren hain bagh ke nazdik

safai yar se mele mein ho gai apni
malal dur hua aish-bagh ke nazdik

wo dil-jale hain ki aae 'mehr' ThanDa karne ko
hawa na aa ke hamare charagh ke nazdik

(569) ووٹ وصول ہوئے

You can read PaDe Hain Mast Bhi Saqi Ayagh Ke Nazdik written by Abdullla Khan Mehr Lakhnavi at UrduPoint. PaDe Hain Mast Bhi Saqi Ayagh Ke Nazdik is one of the masterpieces written by Abdullla Khan Mehr Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Abdullla Khan Mehr Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdullla Khan Mehr Lakhnavi' above.

PaDe Hain Mast Bhi Saqi Ayagh Ke Nazdik is a widely read Urdu Ghazal. If you like PaDe Hain Mast Bhi Saqi Ayagh Ke Nazdik, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.