Rup Badlega Phir Us Ka Chhal Aur Bhi, Urdu Ghazal By Abdur Rasheed Qamar

Rup Badlega Phir Us Ka Chhal Aur Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdur Rasheed Qamar. Rup Badlega Phir Us Ka Chhal Aur Bhi comes under the Love, Sad, Bewafa, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Rup Badlega Phir Us Ka Chhal Aur Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روپ بدلے گا پھر اس کا چھل اور بھی

عبدالرشید قمر

روپ بدلے گا پھر اس کا چھل اور بھی

دیکھ اے دل سنبھل تو سنبھل اور بھی

داغ آئے نظر ان کے دامن پہ کیا

وہ تو لائے ہیں گنگا سے جل اور بھی

خاک ہونا ہی عاشق کی معراج ہے

مثل پروانہ پہلے تو جل اور بھی

ان کا بچنا سمجھ لے تری موت ہے

ہیں سنپولوں کے پھن اور کچل اور بھی

صرف صحرا نہیں سبزۂ گل بھی ہیں

آرزوئیں جواں ہے تو چل اور بھی

شوق دیدار بڑھتا ہی جائے قمرؔ

لن ترانی تو سن کر مچل اور بھی

عبدالرشید قمر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rup Badlega Phir Us Ka Chhal Aur Bhi

Abdur Rasheed Qamar

rup badlega phir us ka chhal aur bhi
dekh ai dil sanbhal tu sanbhal aur bhi

dagh aae nazar un ke daman pe kya
wo to lae hain ganga se jal aur bhi

KHak hona hi aashiq ki mearaj hai
misl-e-parwana pahle tu jal aur bhi

un ka bachna samajh le teri maut hai
hain sanpolon ke phan aur kuchal aur bhi

sirf sahra nahin sabza-e-gul bhi hain
aarzuen jawan hai to chal aur bhi

shauq-e-didar baDhta hi jae 'qamar'
lan-tarani tu sun kar machal aur bhi

(521) ووٹ وصول ہوئے

You can read Rup Badlega Phir Us Ka Chhal Aur Bhi written by Abdur Rasheed Qamar at UrduPoint. Rup Badlega Phir Us Ka Chhal Aur Bhi is one of the masterpieces written by Abdur Rasheed Qamar. You can also find the complete poetry collection of Abdur Rasheed Qamar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdur Rasheed Qamar' above.

Rup Badlega Phir Us Ka Chhal Aur Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rup Badlega Phir Us Ka Chhal Aur Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.