Zamin Se Chal Ke To Pahuncha Hun Aasman Tak Main, Urdu Ghazal By Abid Hashri

Zamin Se Chal Ke To Pahuncha Hun Aasman Tak Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abid Hashri. Zamin Se Chal Ke To Pahuncha Hun Aasman Tak Main comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Zamin Se Chal Ke To Pahuncha Hun Aasman Tak Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمیں سے چل کے تو پہنچا ہوں آسماں تک میں

عابد حشری

زمیں سے چل کے تو پہنچا ہوں آسماں تک میں

سفر کا بوجھ اٹھائے پھروں کہاں تک میں

ازل وجود سفر راستے کی دھند عدم

قصوروار ہوں ترتیب داستاں تک میں

سکون زیست عبارت تھا جس کی یادوں سے

بھلا چکا ہوں وہ حرف قرار جاں تک میں

یہ سوچ کر نہ کوئی راستے میں لٹ جائے

دئے جلاتا چلا کوئے دلبراں تک میں

میں زندگی کی عنایات سے نہیں محروم

قریب ہوں غم دل سے غم جہاں تک میں

نہ فرش میرا ٹھکانہ نہ عرش میرا مقام

یہ اور بات زمیں پر ہوں آسماں تک میں

عابد حشری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamin Se Chal Ke To Pahuncha Hun Aasman Tak Main

Abid Hashri

zamin se chal ke to pahuncha hun aasman tak main
safar ka bojh uThae phirun kahan tak main

azal wajud safar raste ki dhund adam
qusur-war hun tartib-e-dastan tak main

sukun-e-zist ibarat tha jis ki yaadon se
bhula chuka hun wo harf-e-qarar-e-jaan tak main

ye soch kar na koi raste mein luT jae
diye jalata chala ku-e-dilbaran tak main

main zindagi ki inayat se nahin mahrum
qarib hun gham-e-dil se gham-e-jahan tak main

na farsh mera Thikana na arsh mera maqam
ye aur baat zamin par hun aasman tak main

(546) ووٹ وصول ہوئے

You can read Zamin Se Chal Ke To Pahuncha Hun Aasman Tak Main written by Abid Hashri at UrduPoint. Zamin Se Chal Ke To Pahuncha Hun Aasman Tak Main is one of the masterpieces written by Abid Hashri. You can also find the complete poetry collection of Abid Hashri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abid Hashri' above.

Zamin Se Chal Ke To Pahuncha Hun Aasman Tak Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zamin Se Chal Ke To Pahuncha Hun Aasman Tak Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.