Fariyaad Hai Ki Meri Nazar Se Nihan Rahe, Urdu Ghazal By Abr Ahsani Ganauri

Fariyaad Hai Ki Meri Nazar Se Nihan Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abr Ahsani Ganauri. Fariyaad Hai Ki Meri Nazar Se Nihan Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Fariyaad Hai Ki Meri Nazar Se Nihan Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فریاد ہے کہ میری نظر سے نہاں رہے

ابر احسنی گنوری

فریاد ہے کہ میری نظر سے نہاں رہے

اور جلوہ ریز آپ مکاں در مکاں رہے

گھر بے نشاں قفس سے رہائی چمن میں برق

اس بے بسی کے دور میں کوئی کہاں رہے

روداد اپنے عشق کی گونگے کا خواب تھا

تا زیست اپنے راز کے خود راز داں رہے

تم کیوں اداس ہو گئے میدان حشر میں

کہہ دو تو دل کی دل میں مری داستاں رہے

منزل تھی دور راہ تھی غم خود شکستہ پا

شوق طلب بتا تو سہی ہم کہاں رہے

دنیا ہو ابرؔ یا وہ عدم ہو کہ بزم حشر

ان کی ہی جستجو میں رہے ہم جہاں رہے

ابر احسنی گنوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Fariyaad Hai Ki Meri Nazar Se Nihan Rahe

Abr Ahsani Ganauri

fariyaad hai ki meri nazar se nihan rahe
aur jalwa-rez aap makan-dar-makan rahe

ghar-e-be-nishan qafas se rihai chaman mein barq
is bebasi ke daur mein koi kahan rahe

rudad apne ishq ki gunge ka KHwab tha
ta-zist apne raaz ke KHud raazdan rahe

tum kyon udas ho gae maidan-e-hashr mein
kah do to dil ki dil mein meri dastan rahe

manzil thi dur rah thi gham KHud shikasta-pa
shauq-e-talab bata to sahi hum kahan rahe

duniya ho 'abr' ya wo adam ho ki bazm-e-hashr
un ki hi justuju mein rahe hum jahan rahe

(726) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Fariyaad Hai Ki Meri Nazar Se Nihan Rahe written by Abr Ahsani Ganauri at UrduPoint. Fariyaad Hai Ki Meri Nazar Se Nihan Rahe is one of the masterpieces written by Abr Ahsani Ganauri. You can also find the complete poetry collection of Abr Ahsani Ganauri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abr Ahsani Ganauri' above.

Fariyaad Hai Ki Meri Nazar Se Nihan Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Fariyaad Hai Ki Meri Nazar Se Nihan Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.