Baghawat Kaun Kare, Urdu Nazam By Abul Fitrat Meer Zaidi

Baghawat Kaun Kare is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Abul Fitrat Meer Zaidi. Baghawat Kaun Kare comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Nazam. You can read Baghawat Kaun Kare on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بغاوت کون کرے

ابوالفطرت میر زیدی

اس کنبہ پرور دنیا میں بیکس کی حمایت کون کرے

جب غاصب منصف بن جائیں انصاف کی زحمت کون کرے

جو فرق سمجھتے ہیں اب تک ہندی سندھی پنجابی میں

ان عقل کے پورے لوگوں سے لڑنے کی حماقت کون کرے

جو لٹ کر آئے ہیں ان کو صبر آتے آتے آئے گا

لیکن اس بے حس دنیا میں احساس حقیقت کون کرے

کیا رہنا ایسی بستی میں ہر بات جہاں کی الٹی ہو

جب باز ہی کھیت کا دشمن ہو پھر اس کی حفاظت کون کرے

معلوم یہ ہوتا ہے اب تک یوسف کے برادر زندہ ہیں

جب اپنے دشمن ہو جائیں غیروں کی شکایت کون کرے

ان کھاتے پیتے لوگوں سے یہ بات کوئی پوچھے جا کر

زرداروں کی دعوت تم نے کی نادار کی دعوت کون کرے

محلوں کے سنہری پردوں میں ہر عیب ہنر بن جاتا ہے

لیکن ان دولت مندوں کو جھٹلانے کی جرأت کون کرے

ہم سب کچھ کر سکتے ہیں مگر یہ سوچ کے پھر رہ جاتے ہیں

تم لاکھ برے ہو اپنے ہو اپنوں سے بغاوت کون کرے

ابوالفطرت میر زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Baghawat Kaun Kare

Abul Fitrat Meer Zaidi

is kumba-parwar duniya mein bekas ki himayat kaun kare
jab ghasib munsif ban jaen insaf ki zahmat kaun kare

jo farq samajhte hain ab tak hindi sindhi punjabi mein
in aql ke pure logon se laDne ki himaqat kaun kare

jo luT kar aae hain un ko sabr aate aate aaega
lekin is behis duniya mein ehsas-e-haqiqat kaun kare

kya rahna aisi basti mein har baat jahan ki ulTi ho
jab baz hi khet ka dushman ho phir is ki hifazat kaun kare

malum ye hota hai ab tak yusuf ke baradar zinda hain
jab apne dushman ho jaen ghairon ki shikayat kaun kare

in khate-pite logon se ye baat koi puchhe ja kar
zardaron ki dawat tum ne ki nadar ki dawat kaun kare

mahlon ke sunahri pardon mein har aib hunar ban jata hai
lekin in daulat-mandon ko jhuTlane ki jurat kaun kare

hum sab kuchh kar sakte hain magar ye soch ke phir rah jate hain
tum lakh bure ho apne ho apnon se baghawat kaun kare

(1420) ووٹ وصول ہوئے

You can read Baghawat Kaun Kare written by Abul Fitrat Meer Zaidi at UrduPoint. Baghawat Kaun Kare is one of the masterpieces written by Abul Fitrat Meer Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Abul Fitrat Meer Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abul Fitrat Meer Zaidi' above.

Baghawat Kaun Kare is a widely read Urdu Nazam. If you like Baghawat Kaun Kare, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.